Bajaye youtube per ban lagane ke, usi you tube se hi ager acha jawab diya jaata, to kafi sarre kafirron ko west mumalik mein Shayed samajhne mein asaani ho Jaati.
Ye Information war he, is ka muqabila sirf durust information de ker hi kiya ja sakta he.
Jazbaat chorrh ker, haqiqat ka samna karein.