Waqt Ki Awaz - All Pakistanis must watch

PakPatriot1

Senator (1k+ posts)
[video]http://www.youtube.com/watch?v=qC2pR3QL9Eo&feature=PlayList&p=FBFE8C427512DE92&playnext=1&playnext_from=PL&index=26[/video]
 
M

Murshad Jee

Guest
Thanks
PakPatriot1
First time ever I liked your post
Whatever I said in my posts regarding you...........I am sorry for that
but
Whatever I said about MQM............................ ;) ...OK leave it
Bhai......please open your eyes....................................Please
 
PakPatriot1

Senator (1k+ posts)
Thanks, I appreciate your concern. We will take care our petty differences some other time. We have to save our home first.
Allah hum sub ka hami o Nasir ho
Wassalam
 
MQM

Politcal Worker (100+ posts)
Thanks
PakPatriot1
Great effort i like it khuda aap ke jazbe ko salamat rakhe or main chahta tha ke aap essi jazbe ke sath jadojehad karin allah aap ko pakistan ko apni manzil par pahuchaney wale sipah salaar sipaheeon main numain muqam de AMEEN :mrgreen:
 
kmaabbasi

Politcal Worker (100+ posts)
Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
Bangladaish ham say toot jata hai

balochi bhayon ko marna yaad aata hai

ye ghar main baith jaatay hai america yaadata hai

ye ultay pawn murtay hain yehi in ka irada hai

ye club main baitay hotay hai, or jaam chulkta jata hai

india dhumkian daita hai, geo philms dikhata hai

magar is baar MQM bilkul na bolay gi
unhain guzra zamana bohat ziada yaad aata hai

nahi hai tera kaam masjid main na deen say
tou pakistani general hai basaira ker america kay clubon main
 
Back
Top