ap agar in ko nahi suna chahiey to beshak na sunain lekin plz doosroon ko badzan na karain is dunia main koi bhi perfect nahi siwaye hamary nabi pak pbuhk meri ap sy iltija hai logon ko badzan na karain meny un k itny byan suanain hain kabhi esi baaat nahi suni lekin mujhy yeh pata hai k mery khandan main esy bohat sy log hain jinhoon nay is bndy ki batain sun k bohat sy bary gunah chor diey ap plz doosroon ka dil kharab na karain Allah ap^ko ajar day

© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|