Our Performance

kmaabbasi

Politcal Worker (100+ posts)
Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
Bangladaish ham say toot jata hai

Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
balochi bhayon ko marna yaad aata hai

Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
ye ghar main baith jaatay hai america yaadata hai

Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
ye ultay pawn murtay hain yehi in ka irada hai

Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
ye club main baitay hotay hai, or jaam chulkta jata hai

Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
india dhumkian daita hai, geo philms dikhata hai

magar is baar MQM bilkul na bolay gi
unhain guzra zamana bohat ziada yaad aata hai

nahi hai tera kaam masjid main na deen say
tou pakistani general hai basaira ker america kay clubon main
 

Back
Top