Haris Abbasi
Minister (2k+ posts)
Last edited by a moderator:
ہاں مشرف کو چلے جانا چاہئیے۔ کیونکہ مشرف کی وجہ سے ملک میں قیمتیں زیادہ ہو گئ ہیں۔ جرائم بڑھ چکے ہیں۔ سستی روٹی سکیم ، پیلی ٹیکسی سکیم ، ببل بٹ قرضہ سکیم فلاپ ہو چکی ہے۔ مشرف جائے گا تو تمام سکیمیں کامیاب ہوں گی۔ روزگار ملے گا۔ عوام خوشی سے جھوم اٹھیں گے۔ ہر طرف دودھ اور شہد کی نہریں ہوں گی۔ زرداری کو گھسیٹا جائے گا۔ وغیرہ وغیرہ۔
Sari batain sahi hain magar yeh bhi such hai pakistannmein democracy kabhi ayi hi nahi dectator atay hain chon ke jahil or dumb corrupt loag post par laga kar jali leader bana kar jatay hoye on ko iqtadar dai jatay hain takay awam phir foj ke anay ki dowain mangain..musharaf nay nawaz ko otara magar ihtasab nahi kiya zardari ko jail mein rakha magar nro dia wohi kam.agay kiyani nay cj ke sath mil kar nawaz sharef ko phir laya zara socho agar imran pm hota talban say muzakrat shoro ho jatay aman ho jata nakam hotay tu operation ho jata lekin generala ko bhi apnay bangley garion or ayashiyon ka hisab dena parta yeh kesay kabol ho ..nawz shareef say zardari bahot siyana hai oss nay apni okat say bara kam nahi kia nro ka mandate tha bus ankhin band kar ke mall banaya nawaz shareef kehta hai mei. Aokn ga bhi nro par corruption bhi karon ga or ankhain bhi dikhaon ga so inshallah adi choti pori honay wali hai iss ki phir say .. nawaz shareef key pm banay mein musharaf la bhi hath haiMusharaf ne 1000 galtian ki hoon gi magar us ke pakistani awam ke sath sincere hone mein koi shuba nahin....yeh Musharaf tha jo 90 billion dollar ki economy ko 300 billion dollar ki economy bana gaya.....Musharaf ko baa izzat rihy milni chahiye.....yeh qoum democracy ke abhi qabil nahin hui aur hamaray siasatdaan hamesha nakam huay....Musharaf zindabaad
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|