hum gulamo k gulaam

khanbhai

Citizen
Mai ek muslmaan pak mera wataan ..pakistan hum muslimo k liye banya gaya lekin pak per chnd logo ne kabza kar liya . ek gareeb aur mazloom muslman ke liye kya bacha.ya to woh kisi blast mai mar jaye ya bhook se mare.kitaabi baaten mujhe aati nahi, mujhe battao jab mere bacho ko roti bhi naseeb na ho, ilm bhi na miley,kaam bhi na mile to es mulk ka mai kya karnoo.aulaad bhi ma baap se tabhi mohabat karti hai jab ma baap apna farz pura karte hain.pakistan bana kar hamne muslmano ke liey kya farz ada kiya.amrica ka gulaam bana diya.kabhi zamhuriyat kabhi dictaitor ke rahmo karam per chod diya.ab to mujhe lagta hai pakistan ke naam per muslmano ke zazbaaton se khela gaya.darasal hum gulaamo k gulaam hain..hamare hukumran america k gulaam aur hum unkee gulami per mazboor hain.
 

patriot

Minister (2k+ posts)
es mulk ka mai kya karnoo
pakistan bana kar hamne muslmano ke liey kya farz ada kiya
????????
???? ?? ??????????? ?? ????? ??? ?? ??? ??? ?? ?? ???? ?? ????? ???? ?? ?? ?? ???????? ???? ???? ???? ?????? ????

??????? ???? ?????? ????? ???? ??? ??? ????? ???? ????? ???? ???


ab to mujhe lagta hai pakistan ke naam per muslmano ke zazbaaton se khela gaya.darasal hum gulaamo k gulaam hain..hamare hukumran america k gulaam aur hum unkee gulami per mazboor hain.
 

Back
Top