Army ka control hamesha rehta he,, usse ab martial law ki zaroorat nahi he... uska khoaf hi kafi he,,,
army ne taqriban har kam theek kia he.,, lekin ek kam army chorr gayi he wo ye k corrupt logon ka ahtesaab nahi huwa he...
tmam siasi gidd army k hath holna rkne ka wait kr rahe hen,,,,
jese hi ye hoga unka bhangipan shru hojana he....
army ne balochistan me bht acha kam kia he,,,, lekin usse power apne hath me rakhni chahiye.... Pakistan me hukmarani krne wale log bht zalim hen,,... or unke pujari bht hi na samjh or bhatke huwe toham parast hen,,, isi liye Pakistan ko Mao Tse tung jesi strategy ki Zarorat he,,,,
..........................................
"in waking a tiger, use a long stick"