گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

Sohraab, yaar tum hamari amma ko ghalat kah rahay ho. Woh tu hamesha kahtee hain kay podeenay ki taaseer thandee hai. Aur gaajar tu sardiyoon mein hotee hai.

meri ammi bhi yehi kehti thin k soonf thandi hai aur paudeena thanda hai , kitna arsa main bhi yehi samajhta raha k dono thande hain , phir khud tehkeek ki to pata chala dono garam hain

main aaj bhi apni ammi k saath is thread ka zikar kar raha tha
 
Last edited:

mrk123

Chief Minister (5k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

meri ammi bhi yehi kehti thin k soonf thandi hai aur paudeena thanda hai , kitna arsa main bhi yehi samajhta raha k dono thande hain , phir khud tehkeek ki to pata chala dono garam hain

main aaj bhi apni ammi k saath is thread ka zikar kar raha tha

tehqeeq?

:)
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

"Kheeray" k baray me keya khayal hy ???

es ki taseer aur deegar fawaid k baray me bhi batain...


عدیل پائی شرم کریں رمضان مے کھیرے کے دیگر فوائد کا پوچھ رہے ہو
(serious)
[hilar][hilar][hilar]

aap he koi thandi taseer wali cheezein bta dein


او جاہل مطلق انسانو ، کب تک سنی سنائی باتوں پے چلتے رہو گے ، ہیٹ ہمشہ گرم سے ٹھنڈی چیز کی طرف جاتی ہے، برف اندر جا کے ساری گرمی مکا کے ٹھنڈ ا ٹھار کر دیتی ہے

;)

Neem Hakeem......

Kheeraa...tandoor se zeydaaa garam hotaaa hey.......baraf aag se zeyada garam goti hey............thund tu sirf Siachen per hoti hey....baaqi sub garam a garam hey...........:))

Sohraab, yaar tum hamari amma ko ghalat kah rahay ho. Woh tu hamesha kahtee hain kay podeenay ki taaseer thandee hai. Aur gaajar tu sardiyoon mein hotee hai.

Kheera+Benefits+in+urdu+kheera+ke+faide.jpg
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

"Kheeray" k baray me keya khayal hy ???

es ki taseer aur deegar fawaid k baray me bhi batain...


عدیل پائی شرم کریں رمضان مے کھیرے کے دیگر فوائد کا پوچھ رہے ہو
(serious)
[hilar][hilar][hilar]

aap he koi thandi taseer wali cheezein bta dein


او جاہل مطلق انسانو ، کب تک سنی سنائی باتوں پے چلتے رہو گے ، ہیٹ ہمشہ گرم سے ٹھنڈی چیز کی طرف جاتی ہے، برف اندر جا کے ساری گرمی مکا کے ٹھنڈ ا ٹھار کر دیتی ہے

;)

Neem Hakeem......

Kheeraa...tandoor se zeydaaa garam hotaaa hey.......baraf aag se zeyada garam goti hey............thund tu sirf Siachen per hoti hey....baaqi sub garam a garam hey...........:))

mango lassi mein ki muzaiqa hai?

tehqeeq?

:)

ji haan meri tehqeek jo main ne internet par ki

aur mere pass meri apni kitabain bhi thin
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

mango lassi mein ki muzaiqa hai?

mango lassi bhi bana sakte hain lekin main to aik tareeqa karta hoon , green mango ko cheelta hoon phir us k pieces karta hoon aur ooper se thora sa dahi kha leta hoon , majboori hai kuin k mujhe high blood presure hai
 

lebron james

New Member
The best thing to eat in summer is watermelon since it contains 90% of water and does not give the human body an opportunity for disease. Other than vitamin A and C contained in watermelon, it is additionally very helpful for heart illnesses.
 

usman babar

New Member
tarbooz garmion ka sab se behtar phhal hai or iss ki waja iss main mojood water quantity hai. watermelon main 80 % tk water hota hai. or iss main mojood antioxidants baalon, skin or pooray jism k liye bht mufeed hotay hain
 

Back
Top