Re: Meera's wedding - Update
meera ka damagh chal gaya hai, kabhi yeh salman taseer aur shshbaz sharif ki help mang rahai hai aur ab nawaz sharif ki support mang rahi hai.
in ko sharam nahin aati is tarah k bayan diatya huay. isi tarah ka bayan qamar zaman kaira nay diya thay sugar 2 spoon ki bajaye 1 spoon istimaal karein
what a coincidence meray bhai mein nay bhi jab yeh video dekhi to mein bhu yehi comments pass karnay laga tha magar app bazi lay gaye.
Good job
Muhammad shahbaz Mirza
CM Sahib koshish to ap ki buhat achi hai. bus zara aik ghalti kar gaye. agar bachoon k samnay koi milli naghma gatay to buhat acha hota.
waisay musharraf ko ap say singing seekh laini chahiye.
MUHAMMAD SHAHBAZ MIRZA
Oh meray bhi inhon nay kia groom karna hai.
bus bachi nay zid kar di ho ge dady kahin gumanay phiranay k liye lay chal.
bus phir ap ko zardari ka pata to hai na. [zardari]
Zardari nay socha ho ga kon sa apna harch aan ha lai chalta hoon zara bachi hush ho jay ge
hahahhahaah :lol: