ganda hai per dahnda hai hamesha adalte bare ghar ki londi bun k nachti rahi hai bare logo k a ge qoom ka sub se maqbool leader or us k sath rawaya kaisa rakha ja raha hai muzahimat k siwa koi option nahi q k ye latto k bhoot hai sharafat or batoo se kuch nahi mane gy
29 muqadmat wah re pakistan na sehasat se talluq na jadi pooshti koi sehasi khandan jurm imran khan ki biwi huna shaitan ko shaitan kehna or zulm k khilaf dad jana kulsoom nawaz be nazeer or maryam pe bhi 29 muqadmat nahi huwe hunge or muhab e watan pakistani dehshat gard kaise hu jate hai ye...
hamari police kitna wasta para hai tera bhai police se johti fir 25000 qatal ka mulzim ba ezat jai ga 2 lakh bare logo k kehny pe ghareebo ki maa behan ko tahne me betha k zalil karna raste chuhrawo pe office jane walo ko 50 rupe ly k jane dayna hamari fouj aaina dekhawo tu ghdar or dehshat gard...
patwari poora aqal se khali khai lohta biryani is case ka master mind kon tha ? kis k kehny pe is ne ye kaam kia ? baqi ju 2 taraf se gooli chali whu kon loag thy ? qurbani ka baqra bna k intha passandi ka lable lga k is mulzim ko ta hayat khareed k sub bach gai nawaz maryam and bajwa company ab...
pata nahi app tak hamare comments puhchte bhi hai k nahi retierd sahafi shb kutte pe tiger print kar dy tu whu shear nahi bun jata, bangla desh hu ya kashmir app hare huwe hai mumbai hamlo k bad india me dehshat gardi btai lakin pakistan me aaj tak hai fouj ki rasa kashi ki waja se mashi toor pe...
koi bhai appni behan se q nahi milna chahy ga or app andar jane do nahi milna khan khud wapas bheaj dy ga aleema khan ko jugat na mara kar sasta nasha karne wali her waqt dhut rehne se banda aisa hi bolta hai aqawo ki bandi bani raho wahi kafi hai un k sigar sulgawo or un k glass bhar k good me...
awam k shaoor k ek bar phir mazaq aain or qanoon is mulk me kaha hai sir ye bta dy dande k zoor pe mulk or awam ko chalaya ja raha hai Be shaq ye mulk kalma k name pe bana hai lakin is mulk me kalma or us k qanoon kaha nafiz hai or soctial media aaina dekhata hai q k waha lifafi nahi bethy sir k...
pti nahi janab pakistani awm jis ko ab shawoor a chuka hai koi or mulk hota tu app se app ka monet trail mangta k ek sahafi hu k app k pas itni doolat kaha se a gai tu awam ka lifafa bolna banta hai
shehbzaz shareef ka beta koi karoobar kare abu ya chacha k door me or whu pahle puhle nahi aisa kabhi huwa hai kia zaida tar solar pannel import salman shehbaz kar raha hai
ye mulk kia khaq taraqi kare ga jaha bare bare mulzim azad ghoom rahy hai hukumat k mazay le rahy hi or masoom mazloom loag jailo me sar gal rahy hai lannat
sir waqt pakistanyo ka paisa samato pe zaya na kare faisla app ne wahi dayna hai ju aqawo ki trf se aai ga tu behtar hai k jald as jald nipta hi dy itna jante hai k mazloomo k aah arsh tak jati hai hai or app hum sub ko jalai gi q k ye sare mazloom hai ye sub or app bhi jante hai
sir waqt pakistanyo ka paisa samato pe zaya na kare faisla app ne wahi dayna hai ju aqawo ki trf se aai ga tu behtar hai k jald as jald nipta hi dy itna jante hai k mazloomo k aah arsh tak jati hai hai or app hum sub ko jalai gi q k ye sare mazloom hai ye sub or app bhi jante hai
deen ki bat tum jaise choor frodyo k muh se achi nahi lagti deen ye bhi nahi kehta k election choori kar k hukumat me awo deen ye bhi nahi kehta k begunhaoo ko jail me bandh rakho deen ye bhi nahi kehta k khud sakhta sasish kar k 9th may me masoom logo ko sazai do sharam aani chahye dawn leaks...
azadi pe yaqeen rahkta hai lakin 24 carror awam ju ghullam bani hoi hai jahmooryat ju ghullam bani hoi hai election ju sabooto k sath table pe pari hoi hai k jali hai us k liye hum kuch nahi karte appne mafadat k khatir hum ankhy bandh kar layte hai ju hume jub jub chahye hota hai hume hamare...