yar main khud N.W.F.P main belong krta ho mera nazar yai hain agar name change ho gaya to kia aaman ayega???kia hoga plz yai batao
ab b world samaj ta hain ky N.W.F.P main pashtoon rehte hain pashto bolny waly log hain
main mukhalift nahe krta main kehta ho or issue phr concentrate rako phr nam...
Mere kheyal main yai ANP waly naam ky peche lagai howe hain naam itna bara issue nahe hain is sy koi aaman nahe aasakta drone attack bnd nahe hongy qatal or gharat bnd nage hoga insaf nahe aayega
ANP walo ya sub chor do america se drone hamly bnd kr waw Dr aafia ka aawaz blnd karo ooperation...
main samaj ta ho ky aainda 6 months mein pakistan bohot change hoga yai is leye ky CJ aazad howa our us ky jo faisale hum ne daike is se andaza lagta hain ky pakistan aachai ke taraf ja raha hain
pakistan ny bohot boore din daiky ,,;;ALLAH ne khod quran main farmaya ky main kisi mulk phr us waqt...
hahahaha yahya je ap ky baato ny muje hansne phr mjboor kia
our main ap ko kis tarah samjao jo batein maine past reply mein kahe hain our jo waleed ny kahe hain un baato phr tora ghor or soch karo
shoukat khanum ka ek saal main 1 karab 60 coror Rs kharcha hain ab to andaza lagao our namal...
yahya je hum aawam ky khadim hain our aawam ko khush kr ny ky leye paida howe hain tumhare marzi se maine apna colour change kia........any way ap ne kaha ky janab Imran khan sahib sirf moo ka fire hain bs bolta rehta hain main ap ko ek bat batana chahta ho ky imran khan ky pas government nahe...
Bhai jab MQM k log nahi chahtay k woh wapas aai aur kisi MQM dushman ka luqma ban jai tu Altaf Hussain is mai kia kar sakta hai aur agar Altaf Hussain kisi seat k liye election larh raha hai aur us nay kaghazat-e-namzadgi dakhil karani ho aur apni election campaign chalani ho tu samajh ata hai k...
yahya je ap q nahe samaj te bar bar bahas ke zarorat nahe hain agar altaf hussain be qasor hain to pakistan q nahe aata yai muje batao.isko apni party ke fikr nahe ky 15 sal howe isne party ko chora our lndn ke dandi hawaye kata raha siasat is tarah nahe hota hain main is ko pakistani kehna me...
yahya je ya kis tarah ho sakta hain ky party ka head lndn main bait kr maze lot raha hain our iski pas apni pakistanio our apni party ky worker ka kio gham nahe our is phr 280 cases b hain isni party banaye hain to bandok ke zor phr banaye hain our wazaraty be zor phe leye hain un ky koi...
Mere dosto muje yad hain altaf hussain ny hamid mer ky programe capital talk main kaha tha ky pakistan ka bnna sub se bara ghalate tha haha muje tars aata hain ky ek party ka head agar is tarah bakwas krta hain to is masom se awam se kia gila altaf husain ek jarasem hain jo saare pak main paila...
tabla je ap nahe samajte g musharaf ne khodkaha ta ky altaf hussain is mulk ka sub se bara traitor hain karachi ky halat,lahore ky halat,peshawar ky halat etc main altaf hussain ka hat hain mqm ke dahshatghard sare mulk main phrty rahty hain india ky taliban jo swat main ty sub altaf hussain ky...
Salam all of u frnd,muje sharam aata hain ky ek party ka leader jis ke party pak main our ya beta lndn main q??? is leye ky apni ap ko bachate howe isleye ky 280 cases hain un phr qatal o gharat ,daaky our bohot kuch.agar in ko pak ka gham hain to aaye na pak agar ya altaf hussain na hota main...
[imran] [imran] saladin sahib saare ek jaise nahe hote imran khan ke past ko zara daik lo to phr andaza lagao ky pakistan ko kon bachaega mere kheyal sirf ek he party reh gaye hain jo pakistan main haqiqi changes laiga inshallah [imran] [imran]
[imran] [imran] shahid sahib agar hamara umedwar election jeet jata our wo aawam ky umedo ky mutabiq kam nahe krta to phr app bolti ky ijaz kahn jazi acha nahe hain daika nahe hain app logo ka ya bohot bara masla hain ky sone howe bato phr jaldi aamal krte hain ab samaj gaye [imran] [imran]