Go after individual not after whole party. People have chosen MQM and we should respect their choice I stand with our brothers and sisters and not even single innocent person should be hurt or send to jail.
iss bad bakht ne kuch din pahle word RAW ke urdu abbreviation "Ray" ore "Alif" ko Ray se Rasool ore Alif se Allah kaha tha , SubhanAllah kuch hi dino men isska The End ho gaya !! [ Reference : so called BBC Urdu interview of Bhai posted by a zombi supporter Bisaat bhai ]
Yaar! Pata nahi Pakistani Qaum kab altaf ke baray mein shak se bahir ho gi. Mein tau day one se, 30 saal se, 1986 se College ke zamay se Alatf ki Pakistan dushmani se agah hoon. Kaisay meray piyray dost dino mein change ho gay "Altafi soch" se. Zehno ko band kar diya. Ghulam bana diya. Altaf day one se Ghaddar hay. Agar Alataf Ghaddar nahi tau khuda rah mein Dunya mein aaj tak ko ghaddar nahi paida ho. 1986 se janatya hain. ab dasstanay kiya likho!!