I dont understand, why we pakistani like AAzab for others. Where as Our prophet pbuh, him self worried from black clouds, and always taught us for forgiveness. Allah only helps momin not muslim. Look at our deeds, do we looks like momin? .
Bro hamain hamare aamalon ki saza mil rahi hy.jo hum har rooz karte hain.yani jhoot.choori,hassad,milawat,killing,gareebon ka haq marna,zulm,kia kia batahon.hum tu 100% burhiyon main dobe hain.magar usa ko ko gustakhi pbuh ki saza mili hy.
کسی دوسرے کی تکلیف کو "عذاب" کہنا ، کیا "خدائی اختیارات" کا نا جائز استعمال نہیں ؟ ان آفات سے پناہ منگنی چاہیے ، نا کے غرور اور تکبر سے "عذاب" کی خبر دینا ،
الله پاک کی ذات بے نیاز ہے ، کہیں ہمیں بھی اس جیسے امتحان کا سامنا کرنا پڑ گیا تو ، لگ پتا جاۓ گا ،
Bro we dont like azaab for others.but this is the truth.ke jo bhi hamare piyare Muhammadpbuh ke gustakhi kare ga us ka yeh hi haal hoo ga.hum tu apne pyaare nanipbuh ki shan main gustakhi karne walo ka kuch nain kar sakte.bcz usa is a supre power.magar us se bhi bari 1 super power hy.jis ka name ALLAH hy.
I dont understand, why we pakistani like AAzab for others. Where as Our prophet pbuh, him self worried from black clouds, and always taught us for forgiveness. Allah only helps momin not muslim. Look at our deeds, do we looks like momin? .
Bhai mere konsa din hy.jab hum per azaab nazil nian hoota.hum tu rooz hi azaab Elahi mian hain.kabhi load sheeding,kabhi bomb blast,tu kahi flood,na jani kitne azaab hum per aa chuke hain.magar hum bare behis log hain.itne azaabon ke baad bhi nain samajhte.hamara tu Allah hi haifz hay.
کسی دوسرے کی تکلیف کو "عذاب" کہنا ، کیا "خدائی اختیارات" کا نا جائز استعمال نہیں ؟ ان آفات سے پناہ منگنی چاہیے ، نا کے غرور اور تکبر سے "عذاب" کی خبر دینا ،
الله پاک کی ذات بے نیاز ہے ، کہیں ہمیں بھی اس جیسے امتحان کا سامنا کرنا پڑ گیا تو ، لگ پتا جاۓ گا ،
Koi confirm kar sakta hai k iss toofan m sabse pehle wo film producer aur baaki sara staff sabse pehle maara gaya??? agar nahi to phir yeh bongiyan maarna chor do[/QUOTE
janab wo misal tu suni hi hoo gi.1 machli sare talab ko ganda karti hy.jab azaab aata hy tu us main koi bhi nian bachta.kia sookhi kia bheegi.remember that.
Becharay Internet American Agents her jaga America ko kamyaab dikhanay ki nakam kooish may maray ja rahay hain likin zillat America aur uskay agents ka mukaddar hay.. sahi kaha ya sandy Allah ka azab nahi balkay asal azab to in per Allah nay Taliban ki surrat may musalt kar dia hay..
janab wo misal tu suni hi hoo gi.1 machli sare talab ko ganda karti hy.jab azaab aata hy tu us main koi bhi nian bachta.kia sookhi kia bheegi.remember that.[/QUOTE]
Yahi to baat hai janab, wahan sirf 50 k kareeb halakten sunney m i hain, agar azab hota to aik b banda na bachta, poori ki poori qom safa e hasti se mitt jaati hai, Allah ka azab koi mazaq nai hai, yahan to phir har saal sailab m hazaron log maarey jaa rahay hain, phir azaab wahan aya hai k yahan aata hai bar bar, pata nai kyun log aisi bongiyan mar k apna mazaq banwaatey hain
Becharay Internet American Agents her jaga America ko kamyaab dikhanay ki nakam kooish may maray ja rahay hain likin zillat America aur uskay agents ka mukaddar hay.. sahi kaha ya sandy Allah ka azab nahi balkay asal azab to in per Allah nay Taliban ki surrat may musalt kar dia hay..
App ki tarab bata rahi hay ki is month app ko america ki taraf say bonus bhi milla hay.. baki bahi sahab forum may aur bhi jaga hay post karnay ki
may kisi Amrican agent say baat karna pasand nahi karta..
janab wo misal tu suni hi hoo gi.1 machli sare talab ko ganda karti hy.jab azaab aata hy tu us main koi bhi nian bachta.kia sookhi kia bheegi.remember that.
Yahi to baat hai janab, wahan sirf 50 k kareeb halakten sunney m i hain, agar azab hota to aik b banda na bachta, poori ki poori qom safa e hasti se mitt jaati hai, Allah ka azab koi mazaq nai hai, yahan to phir har saal sailab m hazaron log maarey jaa rahay hain, phir azaab wahan aya hai k yahan aata hai bar bar, pata nai kyun log aisi bongiyan mar k apna mazaq banwaatey hain[/QUOTE]
janab boongi tu aap mar rahe hain.main nain tu apne (pakistan) bare main bhi yeh hi kaha hy.ke hum bhi azaab Elahi main hain.hum per bhi tu Allah ka azaab hi hy.wo bhi usa se ziada.magar lagta hy aap ko apne piyare Muhamamd pbuh ki gustakhi ka koi farq nian pare.aap ko tu usa piyare hy aur uske dollers.
Bro we dont like azaab for others.but this is the truth.ke jo bhi hamare piyare Muhammadpbuh ke gustakhi kare ga us ka yeh hi haal hoo ga.hum tu apne pyaare nanipbuh ki shan main gustakhi karne walo ka kuch nain kar sakte.bcz usa is a supre power.magar us se bhi bari 1 super power hy.jis ka name ALLAH hy.
yaqinun Muhammadpbuh ke gustakhi per hamain shiddat kay saat ihtajaj karna chahehey.lakin hum rozana kae mamalat may sunnat-e-rasoolpbuh ko chor kar unpbuh kay dil ko dukhi nahi kar rahey hain.