گستاخی کا نتیجہ, امریکہ میں تباہی کا منظر

BuTurabi

Chief Minister (5k+ posts)
Rahmatullah ilayhe likha hay............

میں نے قائدِ اعظم کے اسمِ گرامی کے ساتھ بھی (رح) پڑھا ہے تو کیا اُنہیں زندہ تصور کرنے میں کوئی شرعی عُذر تو مانع نہیں ہوگا؟


 

Malik495

Chief Minister (5k+ posts)


میں نے قائدِ اعظم کے اسمِ گرامی کے ساتھ بھی (رح) پڑھا ہے تو کیا اُنہیں زندہ تصور کرنے میں کوئی شرعی عُذر تو مانع نہیں ہوگا؟


tasavur men to aap jisay marzi chahy zinda maanain.. han albatta sharaee tor pe Kullu nafsin zaiqat tul moat maanana ho ga
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
first of all mian aap logon ko yeh bata doon ke usa ki tabahi per mujh ko koi khushi nain hy.2nd thing ke main yeh daikh raha hoon ke sab ke sab usa ke liye mare ja rahe hain.kash yeh muhabbat nani karimpbuh ke kiye bhi hooti.aap ko un ke bachoon aur aurton ke marne kar bata dukh hoo raha hy.kabhi aap nain soocha ke un ke daroon attack main kitne innocent bache aur aurtain marti hain.yeh bhi zaroor soochna.aur kuch log pakistan ke earth quick and flood ke bare main poochte hian ke kia wo bhi gustakhi ki wajah se aaya tha tu un ki khidmat main araz hy.ke pakistan main jo azaab aate hain.wo gustakhi ke wajah se nain balke hamare apne aamal ke nateeja hoota hy.jo bure kam hum har rooz karte hain un ke saza Allah hum ko deta hy.usa tu last 3 4 days se Allah ke azaab main hy bcz of gustakhi.hum per Allah ka azaab saal ke 12 month rehta hy bcz of hamare bure aamal.

bhaiyo main tu 1 baat samajhta hoon.jo hamare piyare nabipbuh ki shan main gustakhi kare ga Allah us ko saza zaroor de ga.mere naqis aqal ke mutabiq Allah ka azaab aaya hy usa per.


yaar aap mujhe bass yeh confirm kar den k wo film producer aur film ka sara staff ibrat ki mot mara gaya iss toofan k nateeje m, main maan jaaun ga aapki baat, aur jinhen doosron k bachon ki takleef hoti hai unhen apne bachon ka dukh nai ho ga??? yeh kya ajeeb logic diya hai aapne, peace march drones k khilaaf he kiya gaya tha aur mujhe zaati tor pe bohat gussa hai america k drone attacks pe, hum sabko gussa hai per iska yeh matlb nai k unke bachay maren to hum taliyan bajaen, jo jo involved hai drones m Allah un sabko ghaarat karey, aameeen
 

deltaforce

Senator (1k+ posts)
Koi confirm kar sakta hai k iss toofan m wo film producer aur sara staff sabse pehle maara gaya??? agar nahi to phir yeh bongiyan maarna chor do


usko to chhoro , use kuchh nahi hua lekin 19 pakistani mujahid, loot paat gundagardi aur begunaho se maar pit karte huye sadako par police ki golio se mare gaye ya shahid ho gaye . azab kis par aya hai ye sochne ki baat hai.
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
usko to chhoro , use kuchh nahi hua lekin 19 pakistani mujahid, loot paat gundagardi aur begunaho se maar pit karte huye sadako par police ki golio se mare gaye ya shahid ho gaye . azab kis par aya hai ye sochne ki baat hai.

r u sure? whats the source of this news
 

M Ali Khan

Minister (2k+ posts)
janab wo misal tu suni hi hoo gi.1 machli sare talab ko ganda karti hy.jab azaab aata hy tu us main koi bhi nian bachta.kia sookhi kia bheegi.remember that.
woh film wala California ka hai, laikain Azaab-e-Ilahi East Coast ki riasatoun par? Wah jee wah!

yaani aap keh rahey hain Azaab ka nishana burri tarhan ghalat hua?


"1 machli saarey talaab ko ganda karti hai"

phir mat kehna k Al-Qaeda aur Usama etc "sachey Musalman" nahin! jab doosroun ko aap sub qasoorwaar kehtay ho, phir yeh munafiqat nahin bolna k "har musalman alqaeda ya dehshtagard nahin hota".

ajeeb logg hain, ajeeb dimaagh hai, aur ajeeb munafqat!
 
Last edited:

M Ali Khan

Minister (2k+ posts)
Bro hamain hamare aamalon ki saza mil rahi hy.jo hum har rooz karte hain.yani jhoot.choori,hassad,milawat,killing,gareebon ka haq marna,zulm,kia kia batahon.hum tu 100% burhiyon main dobe hain.magar usa ko ko gustakhi pbuh ki saza mili hy.

haan. tabhi aap Spain mein bethey yeh bol rahey hain (bigsmile)

doosroun par "azaab" aney par bohot boltay hain, marney waloun ko 'bad muslims; kehtay hain. laikin khud shukar nahin kartey k apni jaan bachi huee hai aur kafir Europe mein bethay zindagi guzar rahey hain!
 
Last edited:

proud_nation

MPA (400+ posts)
haan. tabhi aap Spain mein bethey yeh bol rahey hain (bigsmile)

doosroun par "azaab" aney par bohot boltay hain, marney waloun ko 'bad muslims; kehtay hain. laikin khud shukar nahin kartey k apni jaan bachi huee hai aur kafir Europe mein bethay zindagi guzar rahey hain!
salam bro.
tu aap batao yeh jo usa main tofan aaya hay.yeh Allah ka azaab nain hy.tu aur kia hy.bro jab main usa per azaab elahi per baat karta hoon tu aap pakistan ko usa ke saht attach kar detee hoo.pakistan ke bare main bhi meri yeh hi rai hy ke pakistan per bhi Allah ka azaab hay.kyun ke hum logon ke harkat bhi kuch kam nian hain.is zameen per jab gunah had se ziada bar jata hy tu phir Allah apni paker main leta hy apne bandon ko.
Baqi aap nain baat ki ke main kafir country(spain) main beth kar batain kar raha hoon tu main aap ko bata doon ke yeh kafir hum se lakh guna ache log hain.yeh jheet nain bolte.yeh hamari tarah munafiq nian hain.yeh hamari tarah milawat nain karte.yeh hamari tarah zaat pat main nain bate hue hain.
Hassan nisar ki batain tu suni hi hoon gi about pakistan.ke kia kia nian hoota is paksitan main.magar lagta hay ke aap log baat ko samajhna hi nain chate.