Advertisement

سینٹ کے اجلاس میں فیصل رضا عابدی کی تقریر


full speach

img_30452_faisal-raza-abidi-recent-speech-in-senate-19-october-2012-19th-oct-2012-full-videos.jpg
 
Last edited:
Advertisement
Sectarian killings and Hatred against CJ , both are opposite things , Aabdi again mixed up , both , .........Million Dollar question , who is responsible to provide evidences to courts , this fact all we knows , but Aabdi dont know (omg).............................its looks like that , aabdi become victim of his own self adventurism , May Allah rest his mind in Peace , Ameeen
 
Advertisement
Faisal raza abidi sahab YE SHAM-e-GHARIEBAAN ka mahool banakay aap apnay jhotay aur baseless allegation ko sach sabit nahi karsaktay, Zaban kay bajaye Dimagh chalao, kaafi sakon milay ga.
 
Advertisement
If hes a 'mad dog barking' then why isnt CJ taking action against him?
Why isnt there a case for contempt of court being launched against him?
What is the CJ afraid of?
 
Advertisement
If hes a 'mad dog barking' then why isnt CJ taking action against him?
Why isnt there a case for contempt of court being launched against him?
What is the CJ afraid of?

don't u know, barking dog seldom bite.........so the ch let him 2 bark.
 
when this bas.tard going to kill his self ............as he promised with awam...can't wait to see him in fire?
 
lol.............he was about 2 say.......[hilar][hilar][hilar][hilar] jub tuk fog ha koi is ko ungli nhain da sakta.[hilar][hilar][hilar][hilar]

ohhhhhhhhhhhhh retarded
 
Advertisement
جب چیف جسٹس کو قوم نے ایک قومی ہیرو کا درجہ دیا تھا تو انھیں بھی اس موقے سے فائدہ اٹھاتے ہووے دہشت گردی پرنیا قانون بنانے پر زور دینا چاہیے تھا ...گاہے بگاہے وہ مختلف تقریبات میں لوگوں کو انکی ذمداری کا احساس دلاتے رہے ہیں پھر انہوں نے عوام کو بیچ میں لا کر پارلیمنٹ پر زور کیوں نہیں دیا کہ دہشت گردی پر قانون بنایا جیے یا قانون میں ترمیم کی جایے،،، جبکے دہشت گردی کے مجرموں کو چھوڑنے کا الزام عدالتوں پر روز اول سے ہی لگتا رہا ہے اور اس وقت بھی عدالتوں میں مسنگ پرسن جیسے مقدمات موجود تھے جن کی وجہ سے پوری فوج بدنام ہو رہی تھی ،،یا تو جج صاحبان اتنے بہادر ہوتے کہ اپنی جان کی پرواہ کیے بغیر ان دہشت گردوں کو موت کی سزا سنانے میں ذرا تامل نہ کرتے ،،،، یا پھر ایسے مقدمات کو فوجی عدالتوں کے سپرد کرتے ،،، اب کوئی عملی قدم تو اٹھایا نہیں صرف فوج کا راستہ روک کر زبانی جمع خرچ کرتے رہے .
یہاں پر فیصل رضا عابدی صحیح ہیں .
 
PPP ki corruption pakri jaaye to yeh log kehtey hain sindh ki beti ya betay k sath zyadti ho rai hai, CJ ne sahi faisla suna diya to wo bhi sindh ka dushman ho gaya aur ab shiyon ka bhi dushman ho gaya, aik college ka larka inka chairman bana diya jata hai aur yeh iss badshahat ko jamhooriyat ki shaan kehtay hain, bar bar jhoot boltay hain k hum adliya izzat kartey hain aur jab faisla implement karna hota hai to kehtay hain hum shaheedon (so called) ki qabar ka trial nai honey den gay, awam mehngai ki chakki m piss jaati hai, Pakistan ka qarza 4 saal m double ho jata hai, dehshat gardi intaha ko puhanch jaati hai, PIA, steel mill, railways ka bera garaq ho jata hai, ghareeb ki daal roti history m pehli baar 100Rs/ kg cross kar jaati hai, petrol history m pehli baar 100 cross kar jata hai aur PPP kehti hai hamaray shaheedon k khoon ne Pakistan ko sahi patri pe daal diya hai, so ab to yeh baaten sun k kabhi gussa ata hai aur kabhi rona k yeh log iss mulk k haakim hain jo laakhon qurbaaniyon k baad humein mila tha
 
چلاو' اور چلاو۔ ابھی تو یہ کچھ بھی نہیں ہے۔ ابھی تو اس مظلوم قوم کے ساتھ دغا اور مکاری کرنے پر وہ حشر کیا جائے گا کہ تمہارے اور تمہارے باپ زرداری کی نسلیں تک بلبلاتی رہیں گی۔ وہ حشر تم لوگوں سے کریں گے کہ تم زخم چاٹتے رہو گے۔
کیا عدلیہ عدلیہ کررہے ہو۔ اس عدلیہ پر جتنا بھروسہ کیا جاسکتا تھا اس سے زیادہ کیا گیا۔ مگر ایسا نہیں ہے کہ انصاف ملنے کی امید نہیں۔ انصاف بھی ملے گا کیونکہ انصاف کسی ایک چیف جسٹس کا مرحون منت نہیں۔ وہ لوگ ضرور آکر رہیں گے جن سے اللہ نے کام لینا ہے۔ چاہے وہ عدلیہ میں آجائیں یا حکومت میں۔
I've four words for you.

Back off you.......
 
PPP ki corruption pakri jaaye to yeh log kehtey hain sindh ki beti ya betay k sath zyadti ho rai hai, CJ ne sahi faisla suna diya to wo bhi sindh ka dushman ho gaya aur ab shiyon ka bhi dushman ho gaya, aik college ka larka inka chairman bana diya jata hai aur yeh iss badshahat ko jamhooriyat ki shaan kehtay hain, bar bar jhoot boltay hain k hum adliya izzat kartey hain aur jab faisla implement karna hota hai to kehtay hain hum shaheedon (so called) ki qabar ka trial nai honey den gay, awam mehngai ki chakki m piss jaati hai, Pakistan ka qarza 4 saal m double ho jata hai, dehshat gardi intaha ko puhanch jaati hai, PIA, steel mill, railways ka bera garaq ho jata hai, ghareeb ki daal roti history m pehli baar 100Rs/ kg cross kar jaati hai, petrol history m pehli baar 100 cross kar jata hai aur PPP kehti hai hamaray shaheedon k khoon ne Pakistan ko sahi patri pe daal diya hai, so ab to yeh baaten sun k kabhi gussa ata hai aur kabhi rona k yeh log iss mulk k haakim hain jo laakhon qurbaaniyon k baad humein mila tha
jin batoon ka ap nay zikr kiya woh sub ko zabani yad hain ........ cj pr lugnay walay ilzam ka jawab to dain ?????