- Joined
- Feb 8, 2014
- Posts
- 9,071
- Reaction score
- 5,348
- Points
- 0
[TUNEDOTPK]4228528[/TUNEDOTPK]
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
awaami mandate Lainay Walo , Zara Awaam ko nikalo na Apnay Defense kay liaye.Sub cheekh pukaar aur dhol peetnay walay ikathay ho gae hein lejin inki awaam nahin suntay.
Ap to ese baat ker rahein hain jese stage pe khade hoke speech de rahe ho,you will make a good politition :)awaami mandate Lainay Walo , Zara Awaam ko nikalo na Apnay Defense kay liaye.
Zara hum bhi to daikhain kitni awaam hai tmharay sath .
awaami mandate Lainay Walo , Zara Awaam ko nikalo na Apnay Defense kay liaye.
Zara hum bhi to daikhain kitni awaam hai tmharay sath .
Ap to ese baat ker rahein hain jese stage pe khade hoke speech de rahe ho,you will make a good politition :)
for the bolded part awam election main already bata chuki hai ke kiske sath hai,no?(bigsmile)
LOL awam ko hakumtein nahin opposition nikalti hai ....Awam ne vote de kar iqtedar de diya ,awam aur kia karay ? Imran Fasaadi takhreebi siasat kar ke gaddari ka murtkib ho raha hai ...kitne sharm ki baat hai Imran Fasaadi ke Fitna March ki support karna walon ke liye ..kaisay bezmeer aur khud garz log hain...jab Dictator Musharf shab khoon maar ke aaya tau os ka na sirf sath diya balke Imran Fasaadi ne Musharaf ke ghair aaeeni ,ghair qanooni referendum mein bhi aham role play kiya ..hai na doob marne ka muqaam .aur civilian govt aayi hai tau pooray nizam ka dushman ban gaya hai..kitna munafiq aur moka parast leader hai Imran Fasaadi ....iqtedar ki hawass is qadar ghalib aa chuki hai ke Pakistan ki tareekh ke Mir Jaffar aur Mir Sadiq bhi Imran Fasaadi ke camp mein shamil ho chukay hain...Imran fasaadi ke moo pe is waqt phitkaar bars rahi hai...aisa hone ka chance tau nahin lekin agar Military Take over karti hai tau Pakistani ki history ka sab se barra llaantti aur gaddar Imran Fasaadi likha aur samjha jaye ga
awaami mandate Lainay Walo , Zara Awaam ko nikalo na Apnay Defense kay liaye.
Zara hum bhi to daikhain kitni awaam hai tmharay sath .
By-election ke result dekh lo. Kitnay jeetay hein cheekh pukaar party ney.
Wohi Election Commission , Wohi Structure ? Dhandli nahi ho gi ? Newton Sab ?
So you're saying all RO's were bribed?:13:Sara masla hi yehi hay kay awaam rejected him . ROs selected him
© Copyrights 2008 - 2026 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|