Farooq_Ahmad
Banned
- Joined
- Sep 25, 2014
- Posts
- 727
- Reaction score
- 436
- Points
- 0
Nawaz Sharif Tum Ne B Marna Hai 1 Din This Guy Blasted On Nawaz Sharif On Multan Incident
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
Kash yeah boy kisi aik ky Janaza par be jata h.
Allah sy daro, marna sab ny h, grave mein na ARY hu ga or na SAMA.
kaisay munafiq aur be sharm aur brain washed idiots hain ,jaante bhi hain ke PTI ki sari leadership is issue pe jhoot bol rahi hai,phir bhi Nawaz Sharif ko blame kar rahe hain _Jab stage ke qareeb PTI workers be-hosh ho rahe thay tab DJ Butt ne speaker per Dabba Peer SMQ se ambulance aur water ki request ki magar Peer ne os ko chup kara diya halan ke yeh sab stage pe mojood PTI leadership ke saamne ho raha tha ,yeh be-hissi ki inteha hai ,in jaali awami leaderon ke chehron se naqab utar gaya hai , Electricity ki supply generators se ki ja rahi thi tau bijli band kar dene ka jhoot kyun bola gaya ,maqsad saaf nazar aata hai ,aik tau PTI ka koi banda zemedari lene ko tayyar nahin doosra yeh in lashon ko apne siasi maqaasad ke liye use kar rahe hain ,
??? ????? ??? ????? ????? ?? ??? ??? ?? ? ??? ????? ?? ?? ? ??? ??? ?? ?? ? ????????? ??? ???? ????? ?? ? ?? ??? ??? ???? ?? ??? ?? ??? ??
اور اچانک ، خان صاحب نے تقریر روک دی تھی ، بے قابو ہجوم کو کنٹرول کرنے کا حکم دیا ، فوری طور پر ایمبولینس اور پانی کا انتظام کیا گیا ، انتظام پر مامور سب کارکنان نے فوری طور پر بدنظمی کو سنبھال لیا ، لیکن ؟ لیکن ایسا نا ہوا ، بیگانی شادی میں عبدللہ ضروررت سے زیادہ دیوانہ تھا ، سٹیج پر ہنگامہ تھا ، افراتفری تھی ، سٹیج سے نیچے حبس تھا ، دھکم پیل تھی ، مگر جلسہ بہت کامیاب جا رہا تھا ، افسوس
Kash yeah boy kisi aik ky Janaza par be jata h.
Allah sy daro, marna sab ny h, grave mein na ARY hu ga or na SAMA.
@farooq22 ... Do you know whether this boy went to the victims funerals? Were you there? Tumhe itni taklee kiyon ho rahee hai ... Kabhi poocha tum ne khadim-e-aala se ke kabhi kisi awam ke dukh dard me shariq hone gaye ... be-ghairat hukmaron ke be-ghairat mulazim. Murna sab ne hai ... kuch acha kaam kar lo aur ja ke apne aqaon se jaa ke is mulk me hone wale hur nainsaafi ka hisab mango. ARY, Samaa se is liye takleef hai ke such kiyon dikhate hain .... kiyon nahin geo ki tarah har waqt jhoot nahin bolte tumhare aqaon ko khush karne ki liye. Agar zara si bhi tumhare ander ghairat mojood hai to jao aur chulu bhar paani main doob maro apne aqaon ke sath. Phele jurm karte ho... phir apna jurm chupane ke liye jhoot bolte ho ... Insha Allah soon all these status quo parties will be in front of this nation and would have to pay for their crimes against humanity and this nation.
Gujjar Tu jabb bolay ga jhoot hi bolay ga, gate ki talay PTI nay nahi lagayy, taray noroon nay lagayy thay. Light under ki PTI Kay generators per thi ju Hal rahi thi loog stadium Kay bahir giray jahan light teray noroon Kay control main thee ju unhoon nay bund ker di or exit pay berries laga dayyaa takay loog un say undharay main takrain or jo woo chahtay thay weysaa hi hoa. Teri khoon league 7 oor loog marnay main kamyaab ho gai,kaisay munafiq aur be sharm aur brain washed idiots hain ,jaante bhi hain ke PTI ki sari leadership is issue pe jhoot bol rahi hai,phir bhi Nawaz Sharif ko blame kar rahe hain _Jab stage ke qareeb PTI workers be-hosh ho rahe thay tab DJ Butt ne speaker per Dabba Peer SMQ se ambulance aur water ki request ki magar Peer ne os ko chup kara diya halan ke yeh sab stage pe mojood PTI leadership ke saamne ho raha tha ,yeh be-hissi ki inteha hai ,in jaali awami leaderon ke chehron se naqab utar gaya hai , Electricity ki supply generators se ki ja rahi thi tau bijli band kar dene ka jhoot kyun bola gaya ,maqsad saaf nazar aata hai ,aik tau PTI ka koi banda zemedari lene ko tayyar nahin doosra yeh in lashon ko apne siasi maqaasad ke liye use kar rahe hain ,
© Copyrights 2008 - 2026 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|