han uke nam hen neeche, or koila bahir se aega it means tenders, commisions and no long term problem solving....ye to sirf kuch sal thoda behtar wale policy lagte hy....
PTI Bhai log manfi propeganda bohat karte hain aur mayoosi bohat phailate hain...shokat Tareen ka kia taaluq tha loadshedding se siwai Raja Rental ko funds jari karne ke.?us ko kia pata tha yeh funds corruption ki nazar ho jayen gay..How he could refuse as Fin Min? aur kia 1 Mian Mansha Pakistan mein loadshedding ka zemedar tha....kuch din dekh lo phir zaroor apni raaye dena Khuda ke liye(serious)