Re: Hum Koi Friendly Opposition Nahi Hain NS ( JHoota Kahin Ka)
Mujhe yeh samajh nahein aati jab yeh party 2 bar markaz mein aur 6 bar punjab mein hakoomat kar chuki hai aur pakistan iss arsa mein ghurbat aur pasmandgi ke gehraiun mein ja pauncha hai aur yeh phir bhi dithai se siyasat kar rahe hein . mana keh army ne in se hakoomat cheen li magar yeh bhi sochna chahiye keh kiun cheen li akher in mein koi khair ka ansar hota tu army kaise in ke khilaf qadam uthati . warna in ke jane par pakistani dhamalein nah dalte nah mithaiyan taqseem karte . magr yeh dheet phir apni dugdugi le kar aa jate hein .. Allah ke liye pakistani qaum ko ab maaf kar do . apne paiti bhai zardari ko le kar kahein london dubai mein ja kar settle ho jao jo keh tum ne aik din jana hai tu ab hi kiun nahein tum log chale jate .

Jo 60% pay rule ker raha hoo opposition hoo bhe kesay sakta hai ... He is not even worth a comment ... inko moun bhe chupaney ki jagah nahi milay ge is baar woh bhe jaddah hoo k london ... mush was worse dictator for pakistan but he was right when he didn't even allowed him to enter pakistan and kicked his plane back to Suadia Arabia ...