yaar in masoom or peare bachon ko politic meh na khencho ici bache ko dus toffe de ker imran khan ke bare me bhi bohet kuch bulwaya ja sakta hai please in ko is dirty politics se door rakho:biggthumpup:
Ye umer bachoon ko Mohabbat sikhane ki hoti hey na ke siasat. Behtar hota ke is Bache ko ''Lab pe aati hey dua banke tamanna meri'' sikhai jati or uska matlab bhi batane ki koshish ki jati.
Dear jo such ho wo zaroor bachon ko batana chaya,ager aj in ko nehi pata chaly ga ka un ka mustakbil kin lotaron ka hath main ha tu kal ya humari terah so rehy hon gay....