yeh shareef brothers ki purani aadat hai, Imran ko bhi tou yehi kehte hain kai tumhe Plot ham nai diya tha, kya woh Nawaz kai walid e mohtram ka plot tha ya Govt. of Pakistan ka, dhaikhna aik din yeh ghatya brothers awam ko bhi kahain gai kai peeli texis wapis karo,(thumbsdown)(thumbsdown)(thumbsdown)(thumbsdown)(thumbsdown)(thumbsdown)
ya peeli scheme wali car upgrade kar ke apnay mnas ko daita hai...hashmi sahib ya wapis na karo ...ya looti howay hamaray paisay hain...in ganjoon kee aisee kee taisee
yaar ye bohat hi ghatia log hain, itnay gir jatay hain, i wish pakistan ki politicis main aisa gandday banday khatam ho jain, or koi caliber walay log agay ain, kabhi khilarion se plot wapas mangtay hain, kabhi kissi se kia, ganjaay thora thair ja inshallah courty will ask you to do something like that to you, k pakistan ki dolat wapis karo. inshallah.
Apni khani apni zubani haroon rasheed nay lakhi the captan kee khani main har cheez kee trhan uss ki copy karon ga aur khani bhee khud hee lekh loon ga keoon kay awam nay qasmi ko aur bucha ko bohat zaleel kia hay hamza busy hay anday chupanay main aur shabaz suleman kee lap top kee shipment ko instalment main bachnay neklay huy hain reh gaya main abb kesay jaon ek hee gari thee wo lay gay huay hain hasmi sb teen din ho gay subha nashty main hamza kay deay howay anday aur chanay kha rahy hain jesay imran kee baal pay gas sar jata tha na wesay anday kha kha muh sar gaya hay abb imran kee kia baat karon pata naheen kon see gedarsengi hay uss kay pass altaf say lay ke mushraf tak sab kay jhootay ilzam laga leay phir bhee awam hum ko hee galian nekal rahee hay halanky main nay ek azeem jhotay hanif abbasi jess kay jhoot say sary anchor tu hain hee pereshan even rehman malik un kay fan hain jhoot bolnay main uss tak kee baat naheen man rahy awam har cheez kee copy bhee kar kay dekh lee ganay bhee chalway dance bhe karwa rahy hain khas tur pay qeemay walay naan kay jalsay bhee karway lakin yea badbakht tv channles nay bhanda hee phor deeya jalsay ka abb full copy kar kay kal ka jalsa bhee kar rahy hain abb allah kary koi dhang ka banda lay aye sahee hamza sari factories kay bandoon ko tu keh deeya hy kay subha say gariyan bhar kay beth jain khain faisalabad kee trhan zalil na ho jain mana bhee kar rah tha ch nisar ko kay na chalagain maro itni bahir dekh lo itnay log hain jetnay inder naheen hain dekha deya na cameray na bisti karwata hay hamesha ya ch nisar ess kee waja say hee javaid hashmi choor kay gaya hay aur sher aya sher kay naray na lagana bad main ghar main hee sab mera bara mazaq uraty hain plzz app logon nay tu meri cher hee bana lee hay changa bhala banda gedar ban jata hay baqi jalsay kay bad pechli dafa bhee log keh rahy tahy lagta hay app ro rahy thay garam pani say raat bhr gararay karnay hain pata naheen kon kon galis admi aya howa hoga ganday mazdoor pasena had toba hay pakistan kee siyasat jada hee changa see ..........to bee continued
Anyone is within his rights to move to other party of his choice.
However, Hashmi must also return the official car if the car was given to him for official use.
Keeping the car, Hashmi will label himself as corrupt, and اوچھی harkaton waley.
Also, when he announced his departure, the PMLN should have taken an inventory of items given to him, from a pen to the car. No one should be allowed to mooch a party and yet be with someone else.
If Hashmi refuses, then IK should take the intiative 'return the car or leave the party'. This way IK will prove that he has integrity and will increase in respect in people's heart 10 fold.