Fareeha aik baat likh lo keh jo bhi PTI ko chhor rahay hain, waqt unhain ghalat sabit kray ga. oppurtunist wo tub bhi they jab wo PTI mai shamil huay they and ub bhi hain jab wo PTI chhor chukay hain. ferq ye hai keh wo jis oppertunity ko dakh ker PTI mai ay they, wo unhain nahi milli. Imran Khan ko na tou blackmail kia jaa sakta ha aur na he hijack kia jaa sakta ha. Jab unhu ne ye dakha keh PTI mai unki dal nahi gal rahi thi. Imran Khan k dotok alfaz jo hamaray dil o dimagh pe naqsh hain wo ye hain jo ticket k lia PTI mai ay hain wo kal ka intezaar na krain. So gund jitna jaldi PTI se nikal jaey utna he behter ha... Vote PTI ko he pray ga, candidates ko nahi pray ga...

InshaAllah......aur aik baat ye k Imran Khan ne ye bhi kaha he k darwaze to sab k liye khule hein lakin yahan aane se pehle soch lena k tumhe PTI ke rules per chalna parre ga warna darwaza tou khula hi he........
Good program by Fareeha. She captured all Issues Quickly on Slides but both Speakers not focued on that. No valid answers by Zaeem Qadri. I believe Fareeha mentioned good thing that PTI should bring few peoples on top from gross root and that will give good face to PTI....
Noora league waalai ***** ho chuki hain[hilar]...kutton ki tarah bhonk ker saabit kerna chahtay hain ke Nawaz Noorai Zardari beemaari ka bhai nahin hai.who is gonna believe them..:lol:
Qadri ki I.Ismail ne aaj piar se peeche se bohot maari he, Nawaz bohot naraz huwa hoga, keh raha hoga, ke Ku.tt.e ke bache is lie tere ko rakha he ke meri beizzati karao, next time jab defend na kar sako oor dekho ke agle ne phir bowncer maara he to phir bhonkna start kar dia kar, bhonk hara.m khor bhonk, jese H.Abbasi bhonkta he, isi tarha bhonka kar :) warna meri (Nawaz Sharif) ki beizzati hogi bohot ziaada
Mai is baat ki kasam utha k kehta hoon k ATTA scheme mai buht corruption hwe hy. mera dost jin k father 20 years sy PML (N) jeyalay thy unhoo ny life k akhari waqat mai apny betoo ko sasti roti ka tandoor lagwa diyaaa wo daily 5 attay k thailay laity 2 use krty baqi 3 sale kr daity...is k elawa b buht jagha pay aisa howa meray area mai even ek PML(N) k worker ny is ko galat kaha....Mai ALLAH ki kasam sy kehtaa hoon jo upar likhaaa hy sab sach hy koi jhot kahy wo mai proof krwa sakta hoon