Advertisement

.پاکستان کا بیٹا ہونے پر فخر ہے - عامر خان

5606_01.gif

5606_02.gif

5606_03.gif

5606_04.gif

5606_05.gif

5606_07.gif

5606_08.gif

5606_09.gif

Courtesy By : Hamari Web

​
​
 
Last edited by a moderator:
Advertisement
Advertisement
Re: پاکستان کا بیٹا ہونے پر فخر ہے - عامر خان

we are proud of You king khan

weldone and keep up the good work
 
tumhara signature text read kar k bohat hasi ati hai kasam say :lol:
 
kis baat per hansi aati hai bhai jaan

armed forces per ya Pakistan per ?

lagta hai app subha sham ki roti khaa kay 12 13 ghantay pc per gazar kay apnay din puray kar rahay ho app ko kuch andaza nahi Pakistan mei aur Pakistan kay sath kya ho raha hai ager app ko pata hota to app apna text aisa na rekhtay...
 
Advertisement
Re: پاکستان کا بیٹا ہونے پر فخر ہے - عامر خان

We are proud of you (Amir Khan)...
 
Re: پاکستان کا بیٹا ہونے پر فخر ہے - عامر خان

kis baat per hansi aati hai bhai jaan

armed forces per ya Pakistan per ?

point is , same was the thought of the jews , that they were the chosen people .......... After EXODUS , ab tak khawar haen.

Same thought the Fatmids/ Abbasids / Ottoman Empire and look what happened to them...........................................

GOD HELPS THOSE WHO HELPS THEMSELVES.

Yae aur baat hae kae we have been lucky , Pakistan I mean........
 
Re: پاکستان کا بیٹا ہونے پر فخر ہے - عامر خان

lagta hai app subha sham ki roti khaa kay 12 13 ghantay pc per gazar kay apnay din puray kar rahay ho app ko kuch andaza nahi Pakistan mei aur Pakistan kay sath kya ho raha hai ager app ko pata hota to app apna text aisa na rekhtay...

shayd aap mere say ziada jaantay hon....magar aik baat apnay zehnn mai achi tarha bitha lain k....27 Ramzan Mubarak, Laila tul Qadar ko ye Mulk is liye wajood mai nhe aya tha k her koi aira ghaira nathoo khaira is ki tootnay ka raag alapta rhay
 
shayd aap mere say ziada jaantay hon....magar aik baat apnay zehnn mai achi tarha bitha lain k....27 Ramzan Mubarak, Laila tul Qadar ko ye Mulk is liye wajood mai nhe aya tha k her koi aira ghaira nathoo khaira is ki tootnay ka raag alapta rhay[/QUOTE]

aap jesay log tu ye bhi kehtay thay k ye Pakistan aik saal nhe guzar paye ga

magar Allah k fazal o karam say hum aaj pehlay say ziada mazbot hain
hum atomic power bhi hain, dunia ki best force bhi hain, aur hum aaj bhi Islamic republic of Pakistan hain

hum hain aur wo nhe hain, jo pehlay din say is mulk ko torrnay ki batain ker rhay hain

Allah tala aap ko akal e saleem ataa karay

jazakAllah khair
 
Advertisement
Re: پاکستان کا بیٹا ہونے پر فخر ہے - عامر خان

shayd aap mere say ziada jaantay hon....magar aik baat apnay zehnn mai achi tarha bitha lain k....27 Ramzan Mubarak, Laila tul Qadar ko ye Mulk is liye wajood mai nhe aya tha k her koi aira ghaira nathoo khaira is ki tootnay ka raag alapta rhay

aap jesay log tu ye bhi kehtay thay k ye Pakistan aik saal nhe guzar paye ga

magar Allah k fazal o karam say hum aaj pehlay say ziada mazbot hain
hum atomic power bhi hain, dunia ki best force bhi hain, aur hum aaj bhi Islamic republic of Pakistan hain

hum hain aur wo nhe hain, jo pehlay din say is mulk ko torrnay ki batain ker rhay hain

Allah tala aap ko akal e saleem ataa karay

jazakAllah khair

ankein band kar kay har cheez achi lagti hai so keep it up maray poolay bhai[hilar]
 
Re: پاکستان کا بیٹا ہونے پر فخر ہے - عامر خان

ankein band kar kay har cheez achi lagti hai so keep it up maray poolay bhai[hilar]

pehli baat tu ye hai k ksi k kehnay ya na kehnay say kuch nhe hota

ye Pakistan faizan e Nabwi SAW say bana hai
aur is nay apni manzil tak tu puhanchna hai

ab chahay aap aankhain band ker lain ya khol lain....koi farak nhe perrta
 
Re: پاکستان کا بیٹا ہونے پر فخر ہے - عامر خان

tumhara signature text read kar k bohat hasi ati hai kasam say :lol:

Bhai agar koi acha kaam nahi kar saktay ko kisi ki achi baat par mat hanso. Yeh batao aaj tak tum ne kia kia hay, Musalmanao aur Pakistanio ke liye? Doosre par hansna bohot asaan hay. Pehle khud kuch kar ke dikhao phir hans bhi lena.