Lol come on Talat why u behaving like a dooog who barks for the haddi ... Just for an interview u can talk all this nonsens.. I really feel ashamed when I think that I used to consider as one of the best journalist ....but u r same like other haddi khors
Talat ka tajzea halat ke bare mein sahi ho sakta hai magar
Imran Khan ko surprise dene ki adat hai ,jab team haar rahi ho
tu kaptaan jeet ke dikhata hai . ab bhi yahi hone ja rah hai
inshallah
طلعت بھائی پھر کہتے ہو کہ ہم کہتے ہیں اچھا مزے کی بات دیکھو پی ٹی ای کے جلسوں میں شرکا کی تعداد پر اب کوئی بحث نہیں کرتا ,ورنہ یہی لوگ کہا کرتے تھے کہ اتنے لوگ کہاں سے آئیں گے لیکن الله کی مدد ,پی ٹی ای اور عمران کی محنت نے یہ ثابت کرکے دیکھا دیا کہ لوگ پی ٹی ای کو ہی اس ملک میں اقتدار میں دیکھنا چاہتے ہیں,پٹواریوں سے معذرت کے ساتھ اور اب یہ لوگ شروح ہیں کہ کتنی جماعتوں کو ساتھ ملاتے ہیں اور اگر مل گئیں تو پھر اعترض کہ یہ تو پرانی اور مسترد قوتیں ہیں کیا اب عمران ان سے مل کر تبدیلی لاۓ گا ان جیسوں کے لئے,,الله بندے کو خوش نہ کر سکا تو بندا بندے کو کیسے خوش کر سکتا ہے,,
Talat ka tajzea halat ke bare mein sahi ho sakta hai magar
Imran Khan ko surprise dene ki adat hai ,jab team haar rahi ho
tu kaptaan jeet ke dikhata hai . ab bhi yahi hone ja rah hai
inshallah [/QU army not gonna trust Nawaz Sharif he has a history to fight with Army they gonna keep pressure on him if he thinks he will be off the hook he is wrong they won't gave him free run from now onwards so pressure will remain on him no matters how long he rules
Mai un saree "danishwarion" se jo is baat ka dhandoora peete hain ke hakmoomat ko nahi girna chahee warna inteeshar pahlee ga sirf aik sawal karna chatta hoon.
"Kia un ke mutabiq elections main massive rigging hoi ki nahi"? Agar un ka jawab nahi me hai, tu wo aik constituency main 90000 radi papers ko kia kahtee hain? Aur agar wo tasleem karte hain ka Nooron ne massive rigging ki.
Tu ais hakoomat ke raheen ka kia jawaz hai?
Kia mazi me logon ne massive rigging kar ke hakoomat ke maze nahi lute? Dabaa ke paisa nahi bania? Kia un me se kisi per kabhi koi muqadma challa? Kabhi koi jail gia?
Agar ais ka jawab nahi he tu phir ye "Danishwar" apni aqal per matam karian aur Pakistan ka peecha choor dain.
in ki Danishwari ki hi waja hai ke Pakistan wahid mulk he jis me ghurbat aur beroozgari me teezi se izaffa ho raha hai. Pakistan me hum kabhi bhook aur badhali ke sabab kudkisshion ka nahi sunte the, magar aab ye aik aam kahani hai.
Agar Pakistani qoum ko ais muqaam per jaan boojh ke poncha dia gia he, tu phir ais ke mulzim na sirf ye choor hokmoran balke Talat jaise "Danishwar" bhi hain.
Sirf choor hi gunaghar nahi hote, un ko support karne wala aik aik shaksh utna hi gunaghar hota hai. Aise chooron ki support kar ke ye "Danishwar" kise high morals ka dawa karsaktee hain? Mujhe tu ye tazaad kabhi samjh na aska.
Talat, a while back I sent you a twit, I would be glad, the day you would be able to write the "Saach".