Advertisement

نوازشریف کی نازک نس پر ہاتھ آگیا

Advertisement
Advertisement
Re: عبدالستار ایدھی کی خدا ترسی کا عالم

Very Good Man... May Allah Blessed Him.
 
Advertisement
Advertisement
Re: Raheel Sharif ne in ko bohat space di hai- Rauf Klasra

Hum nay wo kia tha, hum ye kar saktay hain.....
SAWAL YEH HAI.........hum kia kar rahay hain?
Kiun Kay qaum pareshan hay aur Mulk tabah hall ho chuka hai......
PHIR DAIR KYUN...............? Kis cheez ka intizar kar rahay hain....
KHUA wo General Raheel ho ya koi aur, fil hal koi bhi mulk kay liyeh kuch nahi kar raha...
PM and uskay sathi ghunday, choor, loteray hukomati hifazath may apni man mani kar rahay hain....Lihaza nazar yahi aata hai ..wahi sub kuch kar saktay hain..
Baqi Qaum nay jis sai bhi umeed bandhi wahi kuch nahi karta nazar aa raha hai
 
Re: Raheel Sharif ne in ko bohat space di hai- Rauf Klasra

2/3 majority thee Noory ke 1997 main jub peroon main para raha kah mujhy jail sy nikalo aur jala watan kar do...

Sari awam aur sary political sathi choor kar bacha bacha 10 saal ky liay jalawatni par teyaar ho gya, kein kah jail main garmi a aik season bhe nai guzar sakty thy...

Noora family ko Pakistan ka ya Pakistan ke awam ka koi piyaar nai...