ye besharam chawal darhi rakh kar jhut bhol raha hea. agar ye larki is ki biwi ki shagird hoti to wo agar khana na bhi khati to table par un ke samne bethti. is tara peecha karke na bethti. ek wo tahar ashrafi hea sharabi yo ulama council ka chairman hea aur ek ye chawal peer
Eik Ghair Mehram Bachi (10 class ki taliba, 15-16 ki tu hoti he hai, aur Baqol mazhabi afraad key, shadi key qabil bhi) ap key ghar mein kaisay reh rahi hai? Agar student hai, tu ghar mein kia kaam? Madrasay mein kion nahin hai? Kia Apki koi khas nazr-e-karam hai?
Pehlay in saab ka jawab tu dein maulana gaddi nasheen sahab.
taqreban 90% log is story ko nahi mante or ye jhot per mabni hai.............Hazrat ab ap qanoni karawai kar deje,................Sura Al Baqara ki ayat 111 ka tukra hai.......QUL HA TO BURHANAKUM IN KUNTUM SADEQEEN.............Sobbot pesh karo agar tum sache ho.
baray dukh say keh raha hn kay aaj kal kay kafi syedo mein bahut ziada takabur bhar gea hye r yeh kisi kay sath khana share kerna gunah samjhtay hen. meri ankho kay samnay esa hoa hye so is case mein bhe yehe lagta hye kay syed sahb nay umti ko khana share kernay kay kabil nae samjha
eik ghair mehram bachi (10 class ki taliba, 15-16 ki tu hoti he hai, aur baqol mazhabi afraad key, shadi key qabil bhi) ap key ghar mein kaisay reh rahi hai? Agar student hai, tu ghar mein kia kaam? Madrasay mein kion nahin hai? Kia apki koi khas nazr-e-karam hai?
Pehlay in saab ka jawab tu dein maulana gaddi nasheen sahab.
If it was his own daughter, would she be sitting like that and looking on the other side. I am sure if it was my daughter, if sick then she will be resting in the bed or she will join us on food even if she eats a Little. Allah knows the truth.
agar bacchi ki tabiat nasaaz thi tu banda Hospital jata hay Resturant nahi .... Yeh Molvi he Pakistani main fasaad ki sab sy bari jar hain ... sab say pehlay in ki chitrool honi chahyiaye ... phir he baaqi theek hon gy.
Ham aj ek qaum ke tor par jis zawal ka shikar hain us ka sab se bara sabab yeh Mullah hain jo barey motey motey peiton ke sath ayashi ki zindagi guzar rahey hain. In ko to laghir hona chahiye or in ke kaprey bhi puraney or kam qimat Honey chahiyein. In ke 40/40 muhafiz or in ki parado gariaan, in ke peit or in ki sheytanian logon ko mazhab se door to kar sakti hain, qareeb nahi.
go ke ye suc hosakta he magar hazrat khud itne bare buzurg hote hue bhi beparda baligh ke sath rehte hain.. or uper se jhoot bolte hue sharm bhi nahi ati ..aisi shagird he jo parde ko bhi jutey ki nok pe rakhti he ya.. raat ka aasra rakha hua he.