Re: جناب نجم سیٹھی سے معذرت کے ساتھ: Superb Reply to Najam sethi on his Column against Imran Khan (M
akbar i agree with you but yahan ke awam bhi bik jati hai.iss mulk main gareeb apni gurbat baichta hai aur ameer apni amarat .ham biqaoo qaum ban chuke hain,main manta hoon yahan ke loogoon main main bohat potential hai but phir bikne ke adaat inn ko kahin ka nahin choorti ,hamari youth laptop pe bik jati hai ,hamara B.A ka topper plot per Bik jata hai..ham sab Bik jate hain
Re: جناب نجم سیٹھی سے معذرت کے ساتھ: Superb Reply to Najam sethi on his Column against Imran Khan (M
میں داد دیتا ہوں ان لوگوں کو جو نجم سیٹھی جیسے لوگوں کا جواب دیتے ہیں . میں ایک عرصے سے یہ کہ رہا ہوں کہ ہم لوگ جب تک ان ملک کی تقدیر سے کھیلنے والوں کا مقابلہ نہیں کریں گے یہ تبدیلی کبھی نہیں آنے دیں گے . یہ ہی وو لوگ ہیں جنہوں نے ہمیشہ حکومتے وقت کا ساتھ دیا اور ملک برباد ہوتا رہا . کوئی بات نہی اگر آپ اچھا نہیں لکھ سکتے ، مگر اپنی راۓ تو دے سکتے ہیں . انکا مقابلہ نہ کیا تو یہ آئندہ بھی ماضی کی طرح پھر ان ہی لوگوں کو لائیں گے . میں اکبر دادشا کو سلام کرتا ہوں جس نے کوشش کی نجم سیٹھی جیسے بکاؤ کو جواب دیا.اور بھی بوہت سارے اس کوشش میں مصروف ہیں جیسے نصرت جاوید ، سنا بچا . نظری نذیرناجی ، اور بوہت ہیں پاکستان مسلم لیگ اور پاکستان پیپلز پارٹی کی ساخ بچانے کو کہ بس دھیاڑھی لگاو اور ملک جاۓ بھاڑھ میں . بھائیوں ہم لوگوں کو انفرادی کوشش کرنی ہو گی ورنہ کام نہیں بنے گا
Re: جناب نجم سیٹھی سے معذرت کے ساتھ: Superb Reply to Najam sethi on his Column against Imran Khan (M
Dear Akbar , ur 100 percent rite, inshallah all of us she keep such moral , jeet inshallah PTI ki he hogi , plz keep writing for those sheeps, thumbs up for Akbar :)
Re: جناب نجم سیٹھی سے معذرت کے ساتھ: Superb Reply to Najam sethi on his Column against Imran Khan (M
Jis ne bhi yeh likha hai Sab se pehle to woh yeh samajh le ke yeh us ki ghalat fehmi hai ke Najam Sethi 90 ki siasat main zinda hai , Najam sethi aik Aqqal mand aadmi hai aur woh aik baat bohut achi tarha janta hai ke agar woh PPP ka saath de bhi de to aane wale election main PPP ka koi faida nahi ho sakta , Najam sethi jaisa Traitor Imran khan ka saath kabhi nahi de sakta , to phir le de kar PMLN ne bachti hai jis ka yeh saath de kar jis had tak bhi ho Imran khan ko aur PTI ko kharaab karne ki koshish kar sakta hai
Najam sethi 90 ki siasat main nahi zinda balke Najam sethi jaisa Shatir Ghaddar yeh jaan chuka hai ke ke agar Imran khan Pakistan ka Prime minister ban gaya aur Pakistan ka Iqtadaar PTI ke hissay main aa gaya to Pakistan Track par aa jai ga aur yeh baat Najam sethi ko qabool nahi ne Pakistan jo Najam sethi ke Hum Mazhab Pervez Musharraf ki wajjah se De track hua hai woh Pakistan Track par aa jai.
Najam Sethi Pakistan ka Woh ghaddar hai jis ko aap sirf aik aise Column se nahi jaanch sakte jo us ne Imran khan ke khillaf likha ho .... Pervez musharraf ka yeh bayaan record par maujood hai ke journalists main jis journalist ne mujhe sab se ziada aur sab se pehle Laal masjid ke operation par force kia woh Najam sethi tha.
Beher haal Akbar sahab , main aap ki is Koshish ko appreciate karta hoon.
Najam sethi ka koi nazriya nahi hai , is Bichoo ka sirf aik Nazriya hai aur woh hai Pakistan ki bunyadon Ko khookhla karna aur har us shaks ke khillaf bhoonkna jo Pakistan ka Patriot ho
Re: جناب نجم سیٹھی سے معذرت کے ساتھ: Superb Reply to Najam sethi on his Column against Imran Khan (M
aik aur baat bhi aap ko tareekhi pindi jalsay ke bata doon keh rwp jalsay main jis main ap ni pindi fateh kiya thaa os jalsay main 12 district say log jama kar ke layee gayee they ap ne local pindi ka jalsa with sheikh rasheed dekh liyaa keh os main kitnay log they. 4000. so ap ko pindi main candidate koi nahi mila aur jis ke liyee duain ki thi khan ne keh Allah iss jesa siasat dan na banayee chal keh os ke darwazay pe bhik mangi keh N league ko rok sakay. gandi siasat hai imran ne galian denay ke siva kya agenda diya hai jo daroon nahi rukva saka vo mulk kya chalayee ga.
Re: جناب نجم سیٹھی سے معذرت کے ساتھ: Superb Reply to Najam sethi on his Column against Imran Khan (M
اکبر بادشاہ بھایی آپ کی اس کاوش پر میں اپنے تمام دوستوں کی طرف سے آپ کو سلام پیش کرتا ہوں۔ اور آپ کو مبارکباد دیتا ہوں کہ اتنی ینگ ایج میں اتنا زبردست کالم لکھا اور وہ بھی منافق نجم سیٹھی کے جواب میں۔ نجم سیٹھی جیسے دو ٹکے کے دانشور پیسوں کیلیے اپنے قلم کے ساتھ ساتھ اپنے گھر کی عزت بھی بیچنے کو تیا ر ہوتے ہیں۔ یہ کوفے کا منافق ہے۔ فرق صرف یہ ہے کہ اس منافق کی پیدایش بیسویں صدی میں ہویی ہے۔اور بس
Re: جناب نجم سیٹھی سے معذرت کے ساتھ: Superb Reply to Najam sethi on his Column against Imran Khan (M
Let us all of prove him wrong , actually this 65 years history and we can not get rid of history and its repeated lesson , i pray that most of eligible voter come on polling day that then there is going to change anything other the silent majority might keep on eating takkas duing polling and the left over will surely select these same butchers , just 35 % to 40 % is maximum public go for voting thus change the status co is uphill task even though not impossible plus media is being bought in advance what else we can expect , just social media can not play the major roll (clap)