Yaaaaar swal ka jawab to de de, ab maryam nawaz ki terah bhaaaaag kuoooon reha hai...[hilar][hilar][hilar][hilar][hilar] Legta hai beri mittttttti paleeeet ho gai hai tumhari...
This is what transperancy is ,these audit paras are normally in different departments and the beauty is orders have been issued immediately for recovery.
Mein Maryam Nawaz nahin ke bhagoooon, [hilar][hilar][hilar][hilar], yeah to tum ne betaya nahin ke us waqat hakoooomat kis ki thi... bhaaag kuooon reha hai maryam nawaz ki terah jawab do.
. یہ خبر تمھیں کیا لگتی ہے؟ پاک کرنے کی کوشش نہیں؟ اس صوبے میں اس سے پہلے کی حکومتوں نے جو کرپشن کی اس کو پکڑا نہیں جائے گا تو کیسے پاک ہو گا؟اور جو لوگ اب بھی کرنے کی کوشش کریں گے اگر ان کو روکا نہیں جائے گا تو کیسے ہو گا؟ اور یہ دونوں کام ہو رہے ہیں اور جاری رہیں گے کیونکہ عمران خان کو کرپشن سے اپنا حصہ نہیں لینا نہ وہ کرپٹ ہے نہ کسی اور کی کرپشن کو برداشت کرے گا.نہ کرنے دے گا.
Corruption khatam karni hai tau is ka aaghaaz ghar se karna ho ga __Hawaldar Jahangeer Tareen mulk ke most corrupt politicians mein se 1 hai ,is ko apni party se out kiya jaaye ,aik mamuli police officer ka beta 25 saal pehlay drug inspector ki nokri karta tha kis tarah Billionaire bana aur phir kyun is ka 26 crorr ka qarza maaf hua ? Abhi haal he mein PTI ke party funds mein 20 lakh dollar ka ghaban hua hai jis ko Akbar S Babar ne election commission ko refer kiya hai __Khud Imran Khan ke pass itni daulat kahan se aai __Bilkhasoos Bani Galiaan ki 300 kanal wali estate ? Kia yeh drust nahin ke IK ne Musharaf ke illegal referendum ki campaign ki thi aur reward ke tor pe os ko Bani Galiaan mil gai ?? Imran Khan kis tarah apne shahana akhrajaat kar raha hai ? source of income ? Taxes ??? Jangeer Tareen ko kis liye mines di ja rahi hain KPK mein ? Sher Pao Group ke jin Ministers ko corruption ke ilzaam mein nikala gaya un ke khilaf kia karwai hui ?? Kia aap logon ne khud ko aur party leadership ko frishta aur mukhalfeen ko shitaan kehne ka tahaiya kar liya hai __Kia Party Leadership jhoot aur jhootay ilzamaat ki miqdaar zara kum nahin kar sakti ?:biggthumpup: