tahirmajid
Chief Minister (5k+ posts)
is motey sar waley gadhey ko ye samjh nahi aai keh aaj tuk inqilaab kisi siyasi party ki waja se nahi aya. Inqilaab hamesha awaam lay kar aati, 8 February ko aik chhota sa inqilaab laaney ki koshish ki thi awaam ne lakin establishment ne us saarey kiey karaey pe paani phair dia. Ab ager inqilaab aaey ga to wo khooni inqilaab hi aaey ga warna koi faida nahi hoga