Shame on you .... you Panjabi mafia thug has danishwer like Aftab Iqbal and dildar pervaiz bhatti .... you can't take criticism on your Aaqa Nawaz and Shahbaaz because for you they are your God.... Lakh laaannnat ho teri shakal per.
aap un ki hajj ki fikar chor do aur anwar maqsood k liye bhi yehi mashwara hai , yeh koi achi baatain nahi jo anwar maqsood karta hai aur yeh to khud pervez musharraf ka supporter hai
sab se pehle to banda anwar maqsood se pooche ke kia musharraf ko sirf is liye support karna sharam ki baat nahi kuin k anwar maqsood khud bhi musharraf ki tarha URDU SPEAKING hai
Please shaitan vali baat aur aisi baat na kia kero bhai. deen e imrani ke pairokaar fuzool baatein kerte hain magar aap log bhi apnay leaders ki muhabbat mein aisi bat kereinge to ajeeb lagega.
Please shaitan vali baat aur aisi baat na kia kero bhai. deen e imrani ke pairokaar fuzool baatein kerte hain magar aap log bhi apnay leaders ki muhabbat mein aisi bat kereinge to ajeeb lagega.
Choro bhai, apni hee zuban gandi hoti hai inn logon ko mein ne dekha hua hai, yeh doosre ki gali kha ke hanstey hain maza lete hain ke dekha kese tapaya. in ki zindagian umooman frustration se bhari hoti hain to idher aa ke pehlwan bantey hain. do thappar parein to rotey hue aansoo aur aahein nahi thamti hain, mein ne khud aise kaee internet pehlwan dekhe hain, kuch ka ilaaj bhi kia hai. baat sirf itni hai ke shaitan ko kankarian maarna hajj ka fael aur Allah ka hukm hai to uss barah mein mazaq na hee kia jaye to behter hai. thank you. mujhe vese hairani hoti hai ke yeh log aaj tak apnay leader se yeh sawal nahi pooch sakay ke quadianiyyat ke baarey mein wazeh bayan kion nahi deta idher udher ki baatein kion kerta hai jo interview yeh pesh kerte hain usmein bhi us ne direct baat nahi ki mubham fiqrey boley hain ke sab ko pata hai aakhri nabi kaun hai Quran mein likha hai aakhri nabi kaun hai jese ke quadiani boltey hain saaf baat nahi kerte, pata nahi konsa andha pan hai jo in pe musallat hai shayed inhi ke liye hai ke dilon pe parday par jatay hain. us shakhs ko poojtey hain jo baar baar kehne ke baawujood namaz ki presentation theek nahi ker saka, itna anaa parast hai, gustakhan e quran ko baghal mein rakhta hai din raat. jab Pervez Rasheed ke baaray mein quadianion vali baat hui thi to voh bhi isi list mein aaya tha lekin usne capital talk mein Muhammad sal Allahu alaeyhi vsallam ka naam e mubarak le ke clarification di jo ke sahi tareeqah hai. lekin iss sab ke bawujood i think ke apnay eemaan ko khatrah mein nahi daalna chahiye kisi bhi mazhabi fareezay ke baarah mein mazaq ker ke. jazakAllah khaer.