Re: Muslim Brotherhood Ka State Response Kia Hona Chahye- Najam Sethi Explains
Ghor sa dekho to iski zuban isk hath or ankhon ka sath nhi de rahi meaning k haq zubaan sa thek tara sa jari nhi ho pa raha...itna jhoot propagate kar k ye haal hojata hai (omg)
Lekin hum tu jew persecution ka inkaar kertey aa rahe hain. Hum tu aaj bhi yahodion sameet sub kufaar ki barbadi ki dua apni jumma ki namaz mein kertey hain. Kitni ajeeb baat hey!
Falasteen ke khilaf zulm daikh ker bhi aap ko samajh na aae to kaya ho sakta hai. Iss Sethi se poochay un ko tab zamana yaad nahin aata jab bachob per khud zulm kerte hain, sirf kishti daikh ker in ki yaddasht taza ho gayee? Konsi booti pee ke konsa novel parh raha tha yeh?
Lekin hum tu jew persecution ka inkaar kertey aa rahe hain. Hum tu aaj bhi yahodion sameet sub kufaar ki barbadi ki dua apni jumma ki namaz mein kertey hain. Kitni ajeeb baat hey!