Nawaz Sharif is not haji, corrupt, money launderer aur hamara paisa nikaal k baahir lay gaya. Apnay Gol gappay jese bhaaloo bachon k pait mein aag bhar raha hai.. Lakin mein aap say yeh sawal poochtaa hoon, judgment in ooper wali baaton per aani chhaiyee thee yaa is per k iqama nikla aur us ko declare nahi kiya as an asset !!??
Aik aadmi Aik ghar mein chori karnay jaye, wahan sab say pahlay fridge mein say fruits aur kheer khaaye, baad mein us ghar kee aik beti kee izzat taar taar karray, us k baad us k saamnay us k bhai aur maan ko qattal karray, aur adaalat kah day k hum is ko fridge mein say chori karnay kee paadaash mein yeh saza daitay hein, tau laanat hai aisay system per.
Baat samjho bhai, Is nooray ko Courts nay kiss baat pay saza dee hai, is say wo maqsad hasil nahi hua jo aaam kaa thaa, lakin kisi bari sazish ka maqsad zaroor hall hua hoga.

Yahi Point hai mera... K in H@ram khoron ko q favor dee. Yeh S@lay Arsh say utray hein kya.... 2 judges nay pahlay he faisla day diya tha... Ab is judgement say lagta hai k baqi judges nay b backtrack kiya hai....
Aik gareeb 10 rs kee chori kar k dikhaye tau us kaa ahtesaab thanay say shuru ho jata hai..
Aur aap jo 6 months kee mohlat NS ko dainay kee baat kar rahe hein wo meri nazar say nahi guzri..
Point hai k baqi 2 judges nay b backtrack kar k , mutafiqqa disqualification sab 5 judges nay dee..