Advertisement

Waqar Zaka Critisizing Doctor Zakir Naik and Mulana Tariq Jameel

Hum logon ko Schools, Madrissa aur gharon main yeh sikhaya he nai gya kah "Difference of opinion" par kesa reaction hona chahiay... issi liay hum zindagi ky har forum par rude reaction laity he nazar aaien gy...
Aik darjan schooling system vali society main aik darjan thinking valy log pai jaty hain, har aik apny aap ko sahi aur baki ko galat samajhta hy...

Hum ko apny aap ko thek samajhna chahiay, lakin doosry ko bhe thora sa room dena chahiay, yeh jo thora sa room hy yeh hum op opposition sy suggession main ly jai ga... aur vahaan sy nation building process start hota hy