Advertisement

Unseen - 7th October 2nd day of Eid - Imran Khan Giving Interview in The Rain + See The Passion Of T

Advertisement
Khan Sahab app ka to koi muqabla hai he nahee leiken iss Pakistani qoum ka b koi jawab nahee .... woh Islamabad jo eid pe bilkul veeran ho jata thaa iss eid pe bhara bhara saa hai .... masha Allah khan sahab app ne iss qoum ko jaga diaa ....app ka yeh ahsaan Pakistani qoum kabhee nahee bhool paary gi.

Meray cousin DHA main rehtay hain ...eid parh k subha 9 bajay he went back to village in Sohawa with his family ...main ne unn ko whatsapp pe msg kiaa ...his 12 years old daughter replied back saying uncle abhee baba so rahay hain ... thori dair baad jagain ge aor qurbani de ke wapis islamabad jana hai dharnay pe .... aor yeh sab app ki wajah se hai khan sahab ke Pakistan k bachay apnay parents ko kheench ke idhar laa rahay. Hats off to you sir.