dunia ke kon c kitaab main likha hai k duniya main koi b leader aik jhonpri mein reh ker misaal banay? ya dunia ke kon c history main aisa hai, k jhonpri main rehne wala leader he change la sakta hai?
Nawaz Sharif, Zardari aur dosrey politicans aur Imran Khan k palace main faraq hai dost,,,
Imran ne palace apni mekhnat ke kamai se banaya hai,,, aur baaqi sab ne mulk e pakistan main corruption ker k banaya hai, itni c baat samjh nahi aati aap ko,,,
Imran Bhai ne jo kaha wo ker k dikhaya,,,, apni zaati hesiyat se,,, apni efforts se,,, Nawaz ya Zardari ne apni zaati hesiyat se iss mulk aur qoum k liay kya keeya hai?
jo insan apni zaati hesiyat se apne logo k liay itna kuch ker sakta hai wo Govt main aanay k baad socho k kya kuch karey ga,,, ALLAH aap ko sahi aur galat main tameez kerne ke taufeeq ata fermaey Ameen,,
Imran Bhai ka kya dimaag kharab tha,, k wo shahzado wali zindagi chor ker apni qoum k liay maray maray phirein jidojehad karein, apni zindagi ka araam berbaad ker dein,,, BV ne divorce lay le.. bache bv k paas chalay gay,,, kon hai duniya main aisa insan jo apney logo k liay itni qurbaniya de?
Imran Bhai jab siasat main aaey to wo jhonpri main nahi rehte they, wo millions air they,, aik luxury life thi un ke,,,