Re: Sharif Family ka bacha bacha arab pati hai ? Shehbaz Sharif left press conference when reporter asked a tough question
wah kaptaan tujh kou siasat nahi aati, maan gaya,
talal, danyal, snaullah, maiza etc. kay bajaay,
gunj brothers aur unki aulaad kou podium per la kharah kiyah hai.
sochta yeh houn kay agar kaptaan kou siasat karni aati tou kiya houta???
Re: Sharif Family ka bacha bacha arab pati hai ? Shehbaz Sharif left press conference when reporter asked a tough question
اِس دفعہ جب ھتکڑیاں لگیں گی تو سبکو آمنے سامنے کی بجائے اکیلا اکیلا رکھا جائے گا تاکہ تم لوگ پھر کوئی لوٹ مار نہ کر سکو۔جو جو پروجیکٹوں کے نام لیئے ھیں سکول پانی بجلی ھاسپٹل وغیرہ **** کی اولاد ان سب پر کام کون سا ھوا ھے؟؟؟؟وہیں کی وہیں حالت ھے۔۔۔۔۔۔
Re: Sharif Family ka bacha bacha arab pati hai ? Shehbaz Sharif left press conference when reporter asked a tough question
I wish the lahorees stand up to these looters and teach them a lesson. Non of them is innocent they have looted including their wives and daughters are robbing and sucking the blood of pakistanis
Re: Sharif Family ka bacha bacha arab pati hai ? Shehbaz Sharif left press conference when reporter asked a tough question
Bhoto nay Orr musharaf nay Ihtesab keya muger Zia nay Ne keya ha ha ha
Zia nay 2 Takay Kay logoon Ko Arab pati ban deya
In kay pass kon sa jadoo ha Bhoto in Ka Sab kuch cheen leta ha Orr Pher yeh Arab pate hu jatay hain Musharraf in sey Sab kuch lay leta ha Ye Pher Arab pate ban jatay hain
Re: Sharif Family ka bacha bacha arab pati hai ? Shehbaz Sharif left press conference when reporter asked a tough question
Karobar tabah hogaye per hum billion es banagaye..jis project m corruption Nikal ati hai us ki files ko jalawatan Jata hai ya to building ko hi Aag lag Jati hai..
Re: Sharif Family ka bacha bacha arab pati hai ? Shehbaz Sharif left press conference when reporter asked a tough question
is Shehbaz Sharif aur Nawaz Sharif k her family memeber se sirf ek he bar bar swal poochna chahiye k ager sara pesa mehnat mazdoori ka hy to Miaan Abbas Sharif k to 7 bety thy,
to kia baqi k 5 nalayaq aur niqqammy thy?
ya wo siyasat men nahi aay thy isliye unko Pakistan ka Khazana lootny ka moqa nahi mila?