yia waqar zaka bhi ajeeb banda hay. kabhi aisi karkateen kerta hay keh pora zahirr lagta hay...aur kabhi youn kerta hay keh dosroon say acha lagnay lagta hay..
yia khud tu confused hay he dekhnay waloon ko bhi sath sath confused rakhta hay.
Media ko kaisay pata chal jata hai k 70,000 deeye ? Kaha gaya hai k kisi ko kuch dena ho to logoon se chuppa kar k ALLAH ki khushnoodi hasil ho. Tobah hai .
i have this view also,k aik hath say do to doosray ko pta na chlay,but btanay say log inspire ho sktay hain acha kaam krnay k liye,q k niyyat to Allah janta hai...
Media ko kaisay pata chal jata hai k 70,000 deeye ? Kaha gaya hai k kisi ko kuch dena ho to logoon se chuppa kar k ALLAH ki khushnoodi hasil ho. Tobah hai .
Express Tribune ki taraf say agar koi correction ya apology issue nahi hoti then it clearly shows that they employ all pseudo-liberals or pseudo-intellectuals jinhein lugta hay key Pakistan bus Roman Empire ke sabse aakhri dinoun may jee raha hay Khuda-na-Khwasta.
Ye loug bus ye dikhane may mugan hain key Pakistan may artistes ki koi qadar hay he nahi (which is sadly true a number of times) but with a flavour key dunya bhar ki saari khamiyaan tau bus apne haan he hay. Plus India, USA waghera may artistes ki 24/7 Pooja keejati hay. Kya ye dekhte nahi key Hollywood ki kitni he celebrities depression may jaker drugs use karti hain, kitni he rehabilitation centers may chalijati hain aur kitni he drugs overdose say marjati hain? India may bhi aise kitne he artistes hain jinke baad ke din akele gumnaam halaat may guzare ya guzar rahe hain. Lekin sab khamiyaan mehaz Pakistan may hay, right ?
Plus humare TV artistes ko bhi apna poora time Pakistani contents ko behter bunane may spend karna chahiye , is may say aik achi koshish yeh hogi key tamaam serials waghera ko English aur dosri zabanoun may subtitled kiyajaye takay dosre mumalik ke logoun ko bhi samajh aaye key Pakistani society kaisi hay. Humsafar drama, for instance, ab Arabic language may dub hoker dikhaya jaraha hay GCC may.