Advertisement

Senate Ke Election Mein Bohat Paisa Chala Hai Is Ki Inquiry Honi Chahiye - Imran Khan

Paisa tou apnay chalanay diya hai , jab nawaz shareef convict howa tha PTI ko ussi waqt new election k leye campaign chalani chaheye the, or assemblies say istefay dynay chaheye thay magar in ko dar hai kahe hamaray sath bhe yehe na houjaey...
Pakistan mai koe political party nahe jo haqeeqi change la sakay, hamain ak aesay setup ki zarorta hai jo 1 2 saal tak sirf or sirf accountability karay takay ye **** chatay, magar bajaey is nizam ki taraf barhnay k hum wohe ganday nizam mai dobara chalang laga rahay hain