Advertisement

Sabir Shakir Unveils Reason Behind Nawaz Sharif's Today Special Protocol To Zardari and Diesel

Advertisement
Sabir sb, chore ney chore key paas hi jana jai ore kahan.
Wah meray mola.
pichhley 40 saal sey PPP ore PML key supporters aik doosrey key sakht mukhalif rehay ore aik doosrey ki leadership ko corrupt kehtey ore galian nikaltey rrahey.
Aaj donon parties key leaders ikuthey hain ore donon parties key supporters aik doosrey ka mune daikh rehay hain.
Allah ki shaan, us ney sab Pakistanion ko aik bar phir dikha diya keh in donon parties key leaders hi chore hai. yeh donon mil kar tumain loottey hahai hain.

9k=
 
Last edited: