Advertisement

Rauf Klasra grills CM Punjab Shehbaz Sharif on his claims of good governance in Punjab

Rehan Khan; mulk qarz laine aur phir corruption paise bahir mulk siphon karne se taraqi nahi karte; mulk taraqi karte hain jab mulk main energy ho; industries lagain; rozgar ho; per capita income barhe; log tax dene k qaabil ho jain; zakat dene k qabil hon; production ho; exports ziyada aur imports kam hon; natural resource explore kiye jain; foreign investment aye; law and order improve ho; insaf ka bol baala ho; log asooda hon phir dekha dekhi cheezain ban'na shuru hoti hain