is se andaza laga saktain hain k general elections main kia josh hoga......is junoon k aagey koi nahi thaher sakta abh
inshaALLAh PTI clean sweep kare gy
Tsunami na he roke ja sakte hai aur na he defend ho sakte hai...............halat batatay hain k PTI ki Tsunami middle aur lower middle class ko baha kar lay gae hai..........
Tsunami na he roke ja sakte hai aur na he defend ho sakte hai...............halat batatay hain k PTI ki Tsunami middle aur lower middle class ko baha kar lay gae hai..........
its like an incapable electoral system in Imran Khans' PTI that it cannot filter sarmayadaar and same has been said by your party-mate...... http://urdu.geo.tv/UrduDetail.aspx?ID=90529
yeh lug jo ppp mien shamal huy hai, in ki wajah sy imran khan aisa wesa nhi ho jata.
ab jab hazara division mien election ho gye hai or in lugon ko nhi cuna gya to unhon ny chorna hi tah na.