Advertisement

PTI Female Supporter has came to Pakistan from U.S to participate in PTI Azadi March

Advertisement
Advertisement
yar yah kessa media hai aur is dramay ko urtoun ke rangat ke phiker ho rehi hai aur uther hamay mulk per yah nooras Kalak mal rahay hai ... bartay chaloo
 
MashaAllah yea Jazbah yea Junoon,

Azaadi mil kur rahey gi aub tuu. Haqeeqi wali
 
Advertisement
but BC ghulam qoom ghulami hi chahay ge... and american nay theek bola k paisoo k liay apni maa b baich dai... kuch to is forum pay already baich baitay ha norrooo k hatooo...
 
main america say aye hun yeh batan zarori tha warna ticket k paisay barbad ho jatay plus public bhi bharam main nahi ati. abhi koi kidnap karlay ga dollars k liye to pata chalay ga k america aik dafa visit per gaye thi aur wapis achuki hain hamesha k liye
 
mamoo aiseyy shakal walian kai amreeka main bartaan dhooti hain ! aur yeh chechoora reporter goree larkioun ke fikar main dublaa ho rha hai !
is ko bolo bhai teri apni behan bhi mashallah gooree hai zara bacha ke nikalna warna kalee hojaige!
 
Advertisement