Re: PTI Critic Praising KP Govt's efforts to curb corruption and Patwari Culture
Yeah Baat bari mushkil hazam kee hai iss nay. aur PPP walay pai forward kr dee ta kay koi Criticism hou gaa but us nay bee agay say Chaapaar maar dee. Oh no Ruswa hou gaya baichara Talat
Yeah Baat bari mushkil hazam kee hai iss nay. aur PPP walay pai forward kr dee ta kay koi Criticism hou gaa but us nay bee agay say Chaapaar maar dee. Oh no Ruswa hou gaya baichara Talat
yes I noticed that, when that economist praised PTI talat gave a sarcastic smile, and he was expecting the same answer from ASfzal chan. poor guy, has gone made in IK hate and jealousy
Shakal dekhni wali hay, KP me jetne bhi ache kaam ho rahe hain media koi nahi bata raha, aur jb aam awam se pocho tu buht khush hain, jb k media pe Noon league ka bara show shaa hay
Police ka Mehekma main bohut Behtari aai hai , KPK ki police PTI ki hakumat se pehle bhi Punjab se bohut Behtar thi lekin Imran KHan ki Qiyadat ki Badolat ab bohut Behtary aai hai
aap bahalwapur ka jalsa yaad karain , Imran Khan ne kaha tha k punjab ki police main criminals hain aur mujhe jis din se KPK ki hakumat mili hai main ne aik bhi Siasi bharti nahi karwai , Yeh baat bilkul sach hai
bus itni baat samajh lain k agar KPK main PTI ne 5 saal nikal liye to yeh KPK walon ki khush naseebi hogi
yeh loog corruption bhi nahi karte , no corruption , no scam nothing , aur agar koi kare ga to Imran ussay chore ga nahi