Advertisement

PMLN MNA Nisar Jutt Met Imran Khan And Official Joined PTI After Official Announcement

Advertisement
pti wicket zarooor gariay lekin ticket apnay gneune workers ko hi dain
 
Advertisement
kon genuine workers

2 vote nahe milnay yara

pakistan mai election bohat tough hota hai

kabhi aooo khusbhou laga kay election daikhoo a kar

factually may be youi are correct but imran nay hamay jo kahwab dikhiay thay uss mian in lotun ki to koi gunjiash nahi banti hum nay to niay pakistan ka kahwab dekha tha jiss mian sabsaz green passport ki izzat ho gi loug yahan nokryan dhondnay ian gay

lekin jiss wafir miqdar main paksitan mian jahil patwari khotay khanay walay piay jatay hian uss mian inhi jesay lotun nay nay hi jeetna to imran b jeetnay walay ghorun per takya ker k beth gaya ..well good luck for pti hope for the best
 
yar KPK MAI DAIKHO KITNAY LOOG PURANAY CHOOR KAY AYAI THAY... SUB NAYA LOOG JEETAY THAY THEY R NOT TALKING ANYONE FROM KPK

YEAH PUNJAB AUR SINDH MAI KARNA PARAY GA
 
Bhai sahib kpk Pakistan ka wahid democratic province hain jahan wo har bar change karte rahte hain magar Punjab aur sindh main aesa koi chakar nahi.
btw pechli martaba Punjab aur sindh main bhi PTI ne naye logo ko ticket diya tha phir kiya huwa, Bhai is bar experiment ka time nahi.