Advertisement

Pervez Musharraf Smoking Cigar & talking about Inside Story of Lal Masjid, Unseen Video

Advertisement
یار یہ دہشت گرد تو خانہ کعبه پر قبضہ کر لیتے ہیں تو کیا وہاں پر بھی آپریشن نہ کیا جاتا ؟؟؟

لوگوں کو اب تو سمجھ جانا چاہئے کہ یہ ملا لوگوں کو کیسے مرواتے ہیں اور خود برقے پہنتے ہیں

ان جیسا ذلیل تو شاید وہ جسم فروش بھی نہی ہوتیں جو اپنا جسم بچتیں ہیں ، یہ لوگوں کی جسم اور جان بیچتے ہیں وہ بھی اسلام کے دھوکے میں
 
Advertisement
Dunya Kaisey Kaisey Rang Badalti Hai------ Iss hi Forum pe Jo Namaz se Pehley
Musharraf Ko Ghalliyan Dena Bara Farz Samajhtey The Aaj Kehtey Hai Musharraf was right.
Khuda Sach Ko Fatah Deta Hai------ Musharraf Ki Izzat Aur Tauqeer Har Raz Barh Rahi Hai
Usspey Dushnam Tarazi Karney Walley media Aaj Uss ka inteerview le Kar Prgm ki Rating Barhata Hai.
 
Waisey Yeah Bohat Accha Hua--- Iss Qaum ney
1. Iftikhar Chaudry ko Puri Tarah Dekha
2. Zardari Ko Puri Tarah Dekha
3. Nawaz Sharif ko Bhi Dekha aur Dekh Rahe hain
4. KPK me Imran Khan ko bhi Dekh Rahey Hain
5. Sindh mein MQm aur PPP ko bhi Dekha
Aab Dil me Koyi Arman or Kasak Reh Gayi hu tu Allah woh bhi innko Dekha de.
 
Advertisement
12 may ko mukaa dikhanay walla komandoo,
Daktaroon ki fooj kay peechay chupnay wala komando.
Adalton say istesnala lainay walla komando .....
Ab kahan hay yeh ulloo ka patha qadiani jisnay mqm main jann dali thi warna woh to mar chuki thi us waqat......
Main to kisisay darta WARTA nahin hon kisi say .
Aab kahan war gaya hay?
 
Ab tu ye American puppet jo chahay bol day, is nay konsa commandos ko GoPro camera laga k bheja tha k masjid k ander aik aik insaani jaan ki halakat record ho jati aur pata chalta k ye aur is ki party may mojood is kay hawary kitnay sachay hain.

Mazay ki baat ye hai k jab operation mukammal ho giya tha, tu jab tak is k sachay hawariyon nay masjid ki puri dhulai aur aik aik laash utha k covered trucks k zairiye lay ja kay dafna nahi di, tab tak media ko bhi ander ya aas paas phataknay ki ijaazat nahi di. Indeed "sachay" American puppets aaisay hi hotay hain. Sach zindabad (asli wala).


B54ISwuCcAIz1r-.jpg