Advertisement

Pakistan Ke Baare Main Negative Propaganda Karne Par Veena Malik Ka Najam Sethi Ko Karara Jawab

Bharat ne Pakistani afwaaj ki manfi tasveer dikhaney mai koi qasar na chhori. Magar afsose iss baat ka hai key mulk se bahir mulk dushmanaan se toh chalein yehi tawaqqo thi par mulk key andar jo ye mulk dushman anasir bethe hain woh hi apney askari idaron ki kis tarha hosla afzai ker rahe hain iss per sawaal uthta hai. Geo ke maaroof anchors key kuch bayanaat ko na hi sirf Veena Malik ney be naqaab kiya balkey humarey mulk ki fauj ki kis tarah hoslay buland kiye, khud dekhiye iss video main:


Alt
https://www.facebook.com/PakMGOfficial/videos/2305366699689554/
 
Last edited by a moderator:
Re: Jo kaam Nawaz Sharif nahi ker paye woh Veena Malik ne ker dikhaya aur Pakistan ki hero ban gai

been away from homeland too long so was wondering.................is this a real tv channel? wakai?