Re: Omer Sharif lashes out at Shoaib Akhter for making fun of Pakistani players in Indian show
لو جی اب کوئ پاکستانی کھلاڑیوں کا مذاق بھی نہ اڑائے کیونکہ وہ بھی معززین ہو گئے ہیں چاہے وہ پچ پر جا کر انڈے دیں یا میچ فکس کریں, ایک تو ہم پاکستان میں ہر چیز اور ہر شخص کو خواہ مخواہ معزز بنانے بر تلے رہتے ہیں
Re: Omer Sharif lashes out at Shoaib Akhter for making fun of Pakistani players in Indian show
Waise Shoaib jo be keh raha tha wo bilkul sahi tha aur dosri baat ye sach hai k ye show ka concept chori ka hai lakin umarsharif be bohut dafa is tarah k shows kar chuke hai india main
Waise Shoaib jo be keh raha tha wo bilkul sahi tha aur dosri baat ye sach hai k ye show ka concept chori ka hai lakin umarsharif be bohut dafa is tarah k shows kar chuke hai india main
Pakistan mein emotions ke sath khilna mehboob mashghala hai in so called liberals ka .. ab iss beigharat umar sahreef ko hi dekh lo .. yeh on ko support karta hai jo serious indian gathering mein Pakistan ko history ki sab say bari ghalti batata hai jihon nay Karachi ka bera garak kia or yeh akaml brother famous jawari in ko pakistaniyat keh raha hai or eik funny program mein eik star par tanked kar raha hai .. shoaib was a star will remain a star .jesay bhi oss nay Pakistan ka nam kabi joway mein ja kar nahe beicha in beighairton ki tarah halankey agar shoiab beichata tu sab say ziyada pesay banata oss ka talent easa tha
Waise Shoaib jo be keh raha tha wo bilkul sahi tha aur dosri baat ye sach hai k ye show ka concept chori ka hai lakin umarsharif be bohut dafa is tarah k shows kar chuke hai india main
Re: Omer Sharif lashes out at Shoaib Akhter for making fun of Pakistani players in Indian show
Shoaib was a part of this team, n nothin was different. It was same in performance. This marhoom star was not caught in match fixing, but went one step ahead n was caught in icc trophy for drugs n was banned for a year. Marhoom....
Re: Omer Sharif lashes out at Shoaib Akhter for making fun of Pakistani players in Indian show
Hypocrisy thy name!
Aisa bhi kia keh diya Shoaib nay?! sach hi bol raha tha. These bunch of idiots don't know that it takes a lot of guts to joke about your own self. Aiween Khamkha har baat ka issue bana laitay hain.
Jab yeh harkatain Umar sharif khud karta tha tab theek tha, abb ghalat hai...
لو جی اب کوئ پاکستانی کھلاڑیوں کا مذاق بھی نہ اڑائے کیونکہ وہ بھی معززین ہو گئے ہیں چاہے وہ پچ پر جا کر انڈے دیں یا میچ فکس کریں, ایک تو ہم پاکستان میں ہر چیز اور ہر شخص کو خواہ مخواہ معزز بنانے بر تلے رہتے ہیں
to phir why just pakistani team? why not whole pakistani nation? aapka b aisay he india mein mazak urna chahiye. Aur waisa shoaib saab kitne mauziz player the?
Goli maro saly shoib akhter ko
India ka pitho sala pakistan ko
Badname kr rha ha umar sharif mazak
Kerty thay tu sub ko siraf pakistan
Ko nhi shame on iss ne kya kia ha
Pakistan k ly aj tk ganda record ha iska
Humen nhi chahy india k name ker dy
Sara ganda record