noha aap kehte ho ge bhutto kese zinda hai? Mai batata hun kesay zinda hai.....pakistan do tukray kr k zinda hai...pakistan ko banazit jesi beti aur zardari jesa damad de kr zinda hai...baluchistan mei aag laga kr zinda hai...karachi mei khoon ki hooli khel kr zinda hai...jo aadha pakistan bach gya tha us ko raw mosad aur black water k havalay kr k zinda hai....laakhon mazdooron ko bayrozgar kr k zinda hai....bemar bachay ko dava nahi milti kyun k bahir curfew laga hai,us bachay ko maa ki bahon mei maar k zinda hai....baap beti se gurya lanay ka wada kr k office jata hai aur wapis laash bun k aata hai us laash ko dekh kr zinda hai........jo watan ki hifazat kre wo zibha hota hai yahan us ko zibha hota dekh kr zinda hai......kya is ko kehtay hen zinda????? Han han zinda hai bhutto aur bhutto jesay log pakistan mei kabhi nahi mrtay, mrtay to hum jesay gareeb hen jin ka baap target killing ka shikar hota hai aur maa apni izzat bech kr bachay ka doodh lati ha,han mere bhaiyyo mrta to wo hai jis ki maa roti k leay izzar bechti hai,bilkul sahi kehtay hen bhutto wakai zinda hai mrtay to hum hen rozana kai kai dafa mrtay hen bhutto kahan mrtay hen wo to................laaaaanaaaat hai laaaanaaat hai laaanaat hai laaanaaat hai laaaanat hai esi zindgi pr.........laaaanaaaat......
Zardari should be given great credit for manipulating Benazir's WILL + using Bhutto family's name with the assistance of CROOK Farooq Naik. Because of this he already has been enjoyed almost last 5 years and GOD knows how many more years. He remain on the mission to have next either his son/daughter Bilawal/Bakhtawer. Zardari is intelligent more than Benazir and Z A Bhutto.
وَمَكَروا وَمَكَرَ اللَّهُ ۖ وَاللَّهُ خَيرُ المٰكِرينَ And they planned and Allah (also) planned, and Allah is the best of planners. اور انہوں نے خفیہ تدبیر کی اور الله نے بھی خفیہ تدبیر فرمائی اور الله بہترین خفیہ تدبیر کرنے والو ں میں سے ہے
(Qur'an 3 : 54 )