If system of NADRA is not smart to verify weak thumb impression then how they recognize the thumb impression of fully burned suicide bomber ???....Dur Khalllaaaaaa Nooryoooo har department destroy krnay pr
yar ALLAH ka kafoo karoo .. This is nothing but a very little irregularities .... it happened in every election ... out of 90,000 + only 70,000 + are false or unverified rest of the votes are fine ... I don't know why pakistani nation just don't agree to the election ....
leiken yeh dhandlee to na hui na ??? yeh sirf be-zaabtgee hai. Aisa USA, UK aor baki her countries mein b ho jata hai, Pakistan mein aisa hogyaa hai to konsi qayamaat aa gayee hai, aisa to her elections mein hota hai: ( A brainless Noora logic )
yar ALLAH ka kafoo karoo .. This is nothing but a very little irregularities .... it happened in every election ... out of 90,000 + only 70,000 + are false or unverified rest of the votes are fine ... I don't know why pakistani nation just don't agree to the election ....
PTI jab har dafa rigging prove kerny mai fail ho jati hai, aur sirf issi mai fail nae hoti balky ye bhi prove kerny mai fail ho jati hai ke PML N ne rigging ki hai. Phir wo aisi e baatein kerti hai, dekho ye hua na, wese hua na, aisy hua na, isliye election dhandli zadda thay, new election kerwao
LOL yaar akheer he he hamare mulk ka insaaf. Ye to wazih he ke elections saaf nahin the aur ye bhee pata he ke janab muhtaram saad rafique saheb polling station ke ander paaye gaye the. Ye bhee pata he ke thele khule huye mile buhat ziada..ek voter nein kai kai dafa vote dala.. kuch ke shanakhti card nahin mile kuch kee thumb verification nahin huee.. lekin elections mein dhandhli nahin huee. Sab Allah ke karam se khud hee hogaya...
Itna ghatya insaaf kisi mulk mein bheee nahin aur phir mujhe herat hotee he logon per jo iss election ko defend kerte hen.. aankhon dekhi makhi ko nigalne ke liye tayyar hen sirf apni siasi affiliation ki wajah se yaah phir PMLN media cell ka hissa hone ki wajah se. Zameer ki awaz bhee sun lia kero kabhi.
PTI jab har dafa rigging prove kerny mai fail ho jati hai, aur sirf issi mai fail nae hoti balky ye bhi prove kerny mai fail ho jati hai ke PML N ne rigging ki hai. Phir wo aisi e baatein kerti hai, dekho ye hua na, wese hua na, aisy hua na, isliye election dhandli zadda thay, new election kerwao
ek paper main ap ko 100 main sai 25 marks milye or pass k liye 33 marks ho or ap 25 k sath pass ho jain tu kiya kahain gain ? ya tu paper check kerny waly ka kasor hai ya us nai ap sai muk muka kiya ho ga... 2no main sai ik kam tu hova hai....
kindly chaval mar ki ISO certified patwari honi ka sboot nahi diana we already know's....
LOL .... yar seems u have PTI fobia :P i didn't say anything :) the report says close to 24,000 votes were verified :) i don't know who got those votes :)
I am just lol on the fact that Pakistanis don't give a damn about right of vote ... they r happy to fight for their parities .... and if the vote its self has no respect ... then why at first place we have elections :) ...
ek paper main ap ko 100 main sai 25 marks milye or pass k liye 33 marks ho or ap 25 k sath pass ho jain tu kiya kahain gain ? ya tu paper check kerny waly ka kasor hai ya us nai ap sai muk muka kiya ho ga... 2no main sai ik kam tu hova hai....
kindly chaval mar ki ISO certified patwari honi ka sboot nahi diana we already know's....
[hilar]yar ISO certification kia ka zarroorat hay yay to sub ko pata hay noory patwari baghiart mutmain hian in ka izat bay izzat ka kia sarookar in ki izzat leero leeeeeeeer ho jiay magar phir b yahi kahiangy dahndli nahi howi bay zabtgi howi hay
nadara \nay ct scan ker k in chitrool ki hay thumb verification sy lay kr neeli siyahi ink tak her tara sy choor nikklay hian phir b in k zuban per yahi wird hay hay dhandli nahi howi bay zabtgi howi hay
EC nai election 2013 sai phly kyun kaha tha k vote verifiable hon gai.... kisi nai tu ghulti ki hai saza tu milni chahye kab tu nazriya e zarort use ker ker k mulk ka bera grek kerna hai..
ek paper main ap ko 100 main sai 25 marks milye or pass k liye 33 marks ho or ap 25 k sath pass ho jain tu kiya kahain gain ? ya tu paper check kerny waly ka kasor hai ya us nai ap sai muk muka kiya ho ga... 2no main sai ik kam tu hova hai....
kindly chaval mar ki ISO certified patwari honi ka sboot nahi diana we already know's....
"kindly chaval mar ki ISO certified patwari honi ka sboot nahi diana we already know's...."
Alhamdulillah inqalabi nae hoon, so chawal ki teraf se befikr ho jayen.
Paper waly ne 25 marks waly ko pass ker diya hai theek hai. Ab zahir baat hai 2 hi baatein ho sakti hain ya tou paper wali ki ghalti thi ke jaldi mai ker diya ya phir muk muka tha..
Yaqeenan donu mai se aik kaam hua hai.. Per muk muka kliye kisi ne establish bhi kerna hai ke muk muka hua wa tha.. Aur jinho ne ye establish kerna tha ke muk muka hua wa hai wo as usual aaayen baayen shaayen kerne lagy huy hain..
Proofs do na court ko jo bari bari baatein kertey thay 126 din container pe humary pass ye hai wo hai.. Ab unka baloon burst hua wa hai

aby yar proof diye hain JC main ab tum patwaiyo ki adat hai k main na mano wali tu hum kiya karain... JC kam ker rha hai na tu jitna chilna hai chilao...
or han ik bat or jab ilzam lagta hai tu inquiry hoti hia or us inquiry ka result bhi ata hai.. ab yehi silsla NADRA ka hai us nai bata diya... ab verifiable votes kyun nahi ahin ye jawab NADRA ya ECP dy skty hain.. kyun election 2013 sai pahlye bhut chilye thy awam k tex ka paisa laga k k ek ek vote verifiable ho ga... ab nahi ho rehy tu jawab dain kyun nahi ho rhy ?
pp147 ki seat 70,000 fake vote means extra ballot boxes ka bay dareigh isstamal kia gaya RO nay kamra band ker k noni ko jtiwa diya ..wesy in ky jitnay b candidate jeety hain wo kamra band ker k hi kion jeety hain wahan pti kay poling agents ko andar kion nahi janay diya gaya iss ki b to nvestagation houni chiay .band karmoun mian kia kuch hota raha ??

Proofs hain jitny uska bhi peta hai,, tab hi abhi tak thuss huy parry ho.
Theek hai jo bhi koi ghalti hui hai NADRA, ECP se uskliye wo responsible hain.. Aur unko zimadaar bhi thehrana chahiye.. Aur unko jawab bhi dena chahiye ke kiu nae hua jis jis ka unho ne waada kiya hua tha.
Per tum ye batao jo ilzaam lagaty thay rigging ke wo kiu nae prove ho rahi hai? Container pe jab tak thay tab tak tou bary evidences thay.. Kithay gaye wo evidences? Apni gall kero, PTI kiu fail ho rahi hai rigging prove kerny mai?

Abhi upper kiya likha hia main nai "Main na mano" wali adat hai tum logo ki. proof dy diye hain un proof ki base per hi agy barh rha JC...
or jaisa k ap patwari ho k ferma rehy hain NADRA OR ECP KA kasoorwar hony ka... tu ye lagy hath ye bhi irshad ferma dain k un sai kon pouchye ga. MA SHA ALLAH ap ki govt nai 2 sai upper saal ghuzar liye hain...