Naajanay is muulk may yeh kayaa ho raha hai??? Koee poochnay wala he nahi inko??? Koee haath roknay wala he nahi in daakooun kaa???
Pakistan kee aala adliaa kay leeaye yeh sharam say doob marnay kaa maqam nahi kayaa??? Saari qaoum kee nazrain abb in per haein aur akhri uumeed insay he wabistaa hai!!! Siruf yeh he inka haath roke saktay haein abb. Is say pehlay keh bohot dair ho jaa-aye!!!
Naajanay yeh mohtarim, laykin bayhiss judge sahaibaan insaano kee kis nasal say taaluuq rekhtay haein??? Aisee kon see cheez inkay raastay kee deewar aur paaoun kee zanjeer bani hooee hai keh yeh qaoum kay in mujrimoun per haath nahi daal saktay??? Aaeen may suo moto kee powers kis leeaye rakhkhi gaee haein???
Pakistani qaoum insay poochtee hai inhoun nay Allah ko jaan nahi dayni kia?????
Itnaa bara zulum is qoum kay ghareeb awam kay saath ho raha ho aur inki itnee muujrimana dahtaaee??? aur itni ayyarana khamoshi???
Adlia kay in farishtoun kay diloun may muulk say wafadaari kaa raei barabar bhi zarrah nahi??? Yeh judge itnay bayhiss aur inkay dil itnay sakhat aur kaalay keeoun ho gaaye??? Hamaray buzurgoun nay tow yeh muulk apnay khoon kee qurbanioun kaa nazrana day ker apnay bachchoun kay leeaye hasil kiya thaa!!! Phir kaya baat ho gaaee??? Inki aankhoun kay saamnay muulk khokhla ho raha hai aur yeh sahibaan kabootar kee tarah aankhain bund keeaye baithay haein!!!
Ramazan kaa hee ehsaas ker lain yeh mohtarim judge sahibaan!!!
Aur yeh Bar Councils aur yeh wukala sahibaan kahaan haein iss imtayhaan kay waqat??? Bars, Benches say keeoun nahi sawal kertein??? Muulk tootnay kaa intizaar hai inko kayaa???
Ya Allah! Iss majboor aur bay aasra qaoum per reham ker aur ghaib say iski madad fermaa! Ameen.
the statement was in written form, and it was a letter in which he admitted in very specific detail as to how he send the money out of pakistan. danggar patwaris hamesha danggar rahain gay. mariam baji apko sahi tarha nahi train kar rahi. lagta hai unko ghussa hai kay ab wo PM nahi ban sakti.
the statement was in written form, and it was a letter in which he admitted in very specific detail as to how he send the money out of pakistan. danggar patwaris hamesha danggar rahain gay. mariam baji apko sahi tarha nahi train kar rahi. lagta hai unko ghussa hai kay ab wo PM nahi ban sakti.
I know its an signed affidavit. Mushraff & Co. took his signature on gun point and NAB failed to prove and establish the link during Mushraff's tenure, how can they prove anything now?
Besides Hight court has already given verdict in that case.
cheif justice lecture dey tah hai private parties mein corruption per kar kuch nahii saktah bcoz he is impotent and coward.
NAB kuch kar nahii sakthi bcoz chairman khud corrupt hai.
FIA kuch nahii kar saktey bcoz they slave waiting for government order.
opposition muk muka hai bcoz they all invole in the panama leak including PTI
army busy hai border per aur TTP k sath bcoz army doesn't want to martial law against pmln
awam zarooree kam see soo rahiii hai..